Kuch logon ki aadat hoti hai kay woh jab trading start kartay hain tou woh apnay mind mein yeh goal ly kay beth jatay hain kay unn ko iss trading sae itna profit lazmi lena hai aur iss lalach mein woh apna loss ker detay hain tou humain aisa nahin sochna chahyea aur profit kay lye apnay mind ko open rakho kay profit ho chahay thora hi ho
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим