CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    ji bilkul sahi bat ki hai es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi es kam mein greed ko avoid kren yeh kam .................!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      I want to say that. Trust is very important in trade. They have confidence in themselves, very good thing in trading is. but overconfidence is very bad. and it's okay not be afraid to trust
      • #393 Collapse

        Dear trading k leay pehly proper knowledge hona bht zroori hy aur phr forex main trading Kerty wakt zraa b drna ya confuse nahi hona chaeay Ku k us sy hmain tension hogi aur ham market ko pori tarah sy nahi samaj paain gy.
        • #394 Collapse

          Forex trading mai darna be kici had tak zarori hy ager ap darta nai ho is mai tu ap looss be ker sakty ho is liya confidence ke sath sath traders ko thora bohat darna chahye hy
          • #395 Collapse

            forex trading mien apko chahiye ke ap apne andar confidence paid karen aur is bsuiness ko ap sahi se seekhen aur is mien bharpoor practice karen.
            • #396 Collapse

              jab b hum kam karty hain to humain confidencce say kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho saky humain learning kar kay practice kar kay hard work kar kkay kam karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #397 Collapse

                galt bat hai hamain confidence say hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main run karein aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit hasil kar k earning ho gi
                • #398 Collapse

                  Jo log confident hotey hain woh dartey nahi hain. Hamain loss sey khofzada nahi hona chaheye aur himmat aur hosley sey trading krni chaheye. Agar hum fear key sath kam karain gey to phir loss key chances barh jayen gey. Loss sey bachna hy aur profit aur increase krna hy to confidence key sath kam karna ho ga aur demo account main practice krney sey confidence barh sakta hy.
                  • #399 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Naeem Riaz پيغام ديکھيے
                    Jo log confident hotey hain woh dartey nahi hain. Hamain loss sey khofzada nahi hona chaheye aur himmat aur hosley sey trading krni chaheye. Agar hum fear key sath kam karain gey to phir loss key chances barh jayen gey. Loss sey bachna hy aur profit aur increase krna hy to confidence key sath kam karna ho ga aur demo account main practice krney sey confidence barh sakta hy.
                    ge han bhai jb trader confident se apne business mein kam krta he phr us ko drne ke zarort he nhe he aur trader apne trading mein hmiat aur hosle se kam kre aur trader apne trading mein loss ko control mein rkhe aur apne trading mein profit hasil krne ke lie koshish kre aur trader apne trading mein ache confident aur experience se apne trading mein boht acha profit hasil krta he
                    • #400 Collapse

                      Humin chaheay kei jitnaa b job krin eitemaad sey krin is me darnaa nahe chaye wagarna ham confeuse hao jatey hen aor ham say thiak works nahin hao pataa aur risk barhtaa jaata hai
                      • #401 Collapse

                        Jab ap confidencehasil krtay hai tou es ka multab hai k ap apnay emotion ko bhe control kr sakty hai. Jab ap emotional ko control kr kay trade krtay hai tou es waqat ap ko forexmarket mai profit hasil krnay kay zada chancehotay hai.
                        • #402 Collapse

                          confident hone ke baad bhi darne se hamesha loss me he insan reh jata hai agar confidence hai aap me or aap ne pehle mehnat kar rakhi hai to phir aap ko chahiye ke ziada se ziada hardworking reh kar chalen jitna ziada aap mehnat or patience ke sath kaam karen ge market me or jitna ziada hardworking rahen ge is business me utna he ziada agay barh saken ge .
                          • #403 Collapse

                            confident hona achi bat hai but agar ap over confidence ho kar forex trading business karo gay tou phir mere khayal se ye business ap ko loss de ga apne confidence ko bharao but over confidence ka shikar ho kar apni investment ko loss main mat le kar jao.
                            • #404 Collapse

                              mere nazdeek agyr app keh paas maloomat aur tajruba hai to aap ko darnaa nhee chaye kyonkah yei ik busines hi es mei loss aor munafa hotaa rahta hai aap ky khof yaa na khof sey koch nahi hotaa bus aap ko khod pr confidence honaa chaheay aur apney kaam ko heart laaga kr krna chaeye baqee Allah ky bhrosey chaor denaa chaheay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Bhai koi shak nahi hy k boht sy achy trader hain jinko full knowledge aur experience hota hy magar bawajod es k bhe wo darty rehty hain eski aik bari waja k market ka kuch pata nahi hota k kab kesy behave kary aur jin logo ka experience boht hy unhe darna fazool hy bas aik fear zarur hota hy loss ka jis ki waja sy wo darty hain order open karty hovey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X