Do you think fear is a big problem in forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Trading aky doraan aap ko risky trading karni chaheay takeh aap ko iss trading main profit ho agar aap apnay dil main khoaf rakhain keh loss ho jay ga to aap trade nhe lagain gay aur aap ko iss main eraning nhe ho sakkay ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jee bilkul main yeh smjhta hoon k Forex trading main dar or lalach yeh dono he hamaray dushman hotay hain or hamen profit gain karnay sey roktay hain.. so i must say k hamen trading kartay waqt fear or greed sey bach k rehna chahyie..
      Join Our Paid group and get 1000 to 1500 pips monthly in just 50$
      • #93 Collapse

        yes of course i think ky fear forex trading main bht bara problem hai hum agar bagar information or knowledge ky trading krain gain to trha trha ky wehm hamary zehn main ain gain ky kahin easa na ho jay wesa na ho jay easa krany sy mjy loss na ho jay but agr hum full information or cofidence ky sath work krain gain to y fear khatm ho jay ga
        • #94 Collapse

          Yes,Forex ek esa business he jisme without risk ke ham profit earn nehni karsakte.Or agar ham trading me dar jaenge to ham kabhi bhi ek achha profit nehni papaenge.
          • #95 Collapse

            Dear trading mai trader ko loss b ho skta ha or profit b earn kr skta hai.Trading mai Fear zroor lgta hai jb market trader k unfaviour mai hoti hai lakin trader ko us time fear mai nhi rhna chahiye blkay usay chase krna chahiye or profitable points ko findout krna chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #96 Collapse

              yes dear you are right aap na thik bola ha ka gread aap ko loss karwadyta ha agar aap trding karty hen to aap ko lalach ko side karky cool mind sa trding karni ha taky aap ko loss na ho aap thora thora profit jama karo or kam karty raho,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,......... .........................
              • #97 Collapse

                agar aap dar kar trading karain gay to phir aap trading chor dain, trading kartay howay kabhi nai darna chahye, lekin kam dakh bhal kar hi karna chahye, aar lalch na kya jaye to phir to aap profit hasil kar saktay hain, agar aap lalach main par jayan gay to phir profit to nai ho ga lekin loss ho sakta hay,
                • #98 Collapse

                  han jee fear aik aisi cheez hai jis se hameisha forex trading mai loss hi hota raha hai aur yeh aik bohut bara masla bhi hai magar agar hum koshish karein toh is mai kamyab ho saqte hain
                  • #99 Collapse

                    ha g shai kha hay ois main darna bhi nahi chahye or is main greed bhi nahi karna chahey ager greed jkarain gay tub hi is main loss ho ga
                    • #100 Collapse

                      han ap ko fear nahi hona chayie aur forex bahot hi better business hay is mein sirf ap ko investment and knowledge ki zarorat hoti hay phir aap forex say earning kar saktay hay ap ko kisi aur business ki bhi zarorat nahi hogi sirf forex hi enough hoga ap kay liye isi liye mein forex ko learn karta hon takay forex say achi kamai kar sakon .
                      • #101 Collapse

                        g bilkul mein smjta hu k forex trading mein fear ek bht bara masla hy jiski waja ce logu ko loss hota hy ku k bht ce aisy log hoty hein jo demo account mein bht acha perform karny k bd real account jb join karty hein tou us tara ki kamyabi hasal nhe kar paty uski mein waja yahe hoti hy k demo account mein unhy loss ka fear nhe hota jb k real accoun mein loss ka khof aa jata hy jiki waja ce wo acha perform nhe kar paty.
                        • #102 Collapse

                          Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k Do you think fear is a big problem in forex trading to mai is baray main youn kahoonga k g han fear aik bohot bara masla hai
                          • #103 Collapse

                            . دیکھو.

                            * خوف فوریکس ٹریڈنگ کے کاروبار میں کسی بھی تاجر کے لئے ایک بڑا مسئلہ ہے اور میں غیر ملکی کرنسی ٹریڈنگ کے کاروبار کے ایک اچھا کاروبار ہے کہ لگتا ہے لیکن میں ایک تاجر کے لئے ہونا چاہئے لگتا ہے کہ خوف فاریکس کاروبار میں تاجر کے طور پر کے طور پر اچھی طرح سے اس کاروبار کو تباہ کر سکتے ہیں اور فاریکس کاروبار سیکھنے اور بھی تجربہ ٹریڈنگ سے پہلے کیا جانا چاہئے.

                            tufail12
                             
                            • #104 Collapse

                              dekho .

                              * khauf forex trading ke kaarobar mein kisi bhi tajir ke liye aik bara masla hai aur mein ghair mulki currency trading ke kaarobar ke aik acha kaarobar hai ke lagta hai lekin mein aik tajir ke liye hona chahiye lagta hai ke khauf forex kaarobar mein tajir ke tor par ke tor par achi terhan se is kaarobar ko tabah kar satke hain aur forex kaarobar seekhnay aur bhi tajurbah trading se pehlay kya jana chahiye .

                              tufail12
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g han forex main fear buth bari probelm hai humain is problem se bachna chaha ager hum forex main dr ka order lagya gain to ggalt lagya ga ager laga k dr jaya gain to humain pher be galt band kar dain gain is tara loss ho jata hai so forex main fear nahi hona chaha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X