Do you think fear is a big problem in forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes bro forxe mai fear sab se bari problem hai aur ye ap ko kafi loss be karwa sakti hai agar e sko contorl nae keya geya tu es mai pesa tu hai bt time chahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      haan bhai jaan forex mein trade kartay time agar humein daar lagay tuo wo aek big loss karwata hay .humein bena darey trading karni chahiye taka good profit len baza ukat aapnay daar ki wjhays say sakhi order bhi nahin laga patay hain ya buhat hi kam profit mein hi lot close kar letay hain.
      • #48 Collapse

        Han lalach aur fear hi es business min humin loss bhi deiti he hum aik acha business es ko us waqat tak nahi bana sakte hin to hum es business min se kafi bari earning bhi kar sakte hin. Hum soch samjh kar jab bhi es business ko karte hin to hum kafi bara profit bhi hasil kar leite hin aur fear humin nuqsan bhi deita he.
        • #49 Collapse

          Ya to main janta hon k trading main fear sub sy bra problem hy,par ap ye nahe jantay k fear kesy ata hy,jab hm thora thora loss krtay jatay hain.To fear ata jata hy.Waja hm chota profit lety nahe hy,jes ki waja sy confidence lose kr beithy hain,to smal profit acept krein.
          • #50 Collapse

            foex main hum ko koi problem ni hoti hai humforex main kam kar k acha profit hasil kar latey hain apni knowledge say
             
            • #51 Collapse

              ji han brother kis b trader k leyeh himat ka hona bahut zaroori hy agar wo learning k baad us main confidence aa jay ga to wo achi trah trade laga saky ga aur agar wo dar dar kr trading kray ga to wo kabi b kamyab na ho ga is leyeh aik achy trader k leyeh zarori hy k us main himat honi chahyeh aur confidence b
              • #52 Collapse

                gee friends mere kheyal se jb koi trading krta hai to os k mind me ohat sary saawal hoty hn jin ki waja se wo dar jata hai or osy loss ka samna krna parta hai ... but agr wo forex ko proper seekhta hai or es ka proper knowledge gain krta hai to os k all sawal clear ho jaen gy or wo esily trade kr k profit hasil kr skta hai ..
                • #53 Collapse

                  yes I know k fear is a big problem in forex trading hamein trading krty hue darna nai chahiye balky es ko smjh k krna chahiye phir ja k ham es mein profit earn kr skty hein otherwise ham es earning nai kr skty
                  • #54 Collapse

                    jee bhai jaan i think sooo k fear aik big problem hy hmari tarding k liy jo hmen losss ke trf ly jata hy .... agr hm agr fear ka shikaar hun gy tau hm ka confidance shake ho jay ga or hm achy sy trade nhi laga sken gy ....
                    • #55 Collapse

                      yes i think fear hum ko mushkil main dal deta hai forex main.fear main aa k trade karne se hum galt decisions ly letay hain jo hamaray loss ka sabab bantay hain.hum ko full confidence k sath trade karni chahye,
                      • #56 Collapse

                        mere khiyal se har kam mein lose ho jane ka dar to hota hai par forex treading ik risk wala biznis hai uiss ma lose hone ka ziada dar hota hai agr hum forex ko acchi tarah se samj le gy or apni ghalti ko samje gy to hume kabhi lose nahi ho ga hum ik din zaror seccesfull ho jaye gy,
                        • #57 Collapse

                          fear bahot bari problem hay for trader ap bilkul mat ghabray and good trader banny ky liye ap ko day aur night trading karni paray gi lekin ap ko chayie kay ap demo practice karo kiyon kay demo practice say ap ka knowledge mein izafa hoga yeh aik good business hay ap is say bahot achi earning kar sakty hay .
                          • #58 Collapse

                            nahi bahi forex ko problem na samjo is ko budiness samjo is maonapni jan lara do is main aik achay trader ban ker dekha do dosray is main kami ker rahy hain tu ham khun nahi.
                             
                            • #59 Collapse

                              Assalam O Alaikum, Nahi bhai jan main to aisa nahi samajhta hoon keh fear koi big problem hai iss forex trading main kiun keh fear to loss ka her ek ko yahan per hota hai chahay wo profit main ho. Sab se ziada problem to greedy honay se hotai hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex trading mein ap ko learning karni chayie takay experience increase ho, fear bahut bara problem hai kisi bhi tradrr k lie qk is mein koi bhi trader apne jazbat pe kabo nahi rakh sakta, isi liye loss kr jata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X