Do you think fear is a big problem in forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex trading mein fear bhi bohat bara probelm hy kyun k agar ham trading mein dar jaen gay to ham say bohat mistakes ho sakti hain jis say hamain loss ho sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes bro agreed with your thread kai is market main nakami ki sirf aur sirf do wajohat hain aik hai greed agar ap greed per control nahin kar payn gay tu kabhi is market say faida nahin lai sakay gain dosri cheez hai fear of failure jo kai duniya kai kisi bhi business main ap kai mind main rehta hi hain aur ap say wrong decision karwata hai.
      • #78 Collapse

        no i don't think so.greed is the main and big problem in Forex trading.a little amount of person or trader are suffers for fair.most of the trader's main problem over greediness.
        • #79 Collapse

          G han bilkul.forex trading main fear achi cheez nahin hai.kush dost loss say darty hain or wo trading main darr kar he kaam karty hain.wo ye sochty hain kay un ko loss ho jaey ga or iss tarah un ki sari planning disturb ho jaati hai.
          • #80 Collapse

            Forex trading min hum keise malomat se faida lein to us ka tareeqa ye he k hum lag kar trading karin ziyda waqat market k sath touch min rahin aur soch samjh kar trade karin to hum kafi faida utha sakte hin es business min se hum sochte hin k humin keise earning ho aur loss na ho ye hi wajah hoti he humari fear ki.
            • #81 Collapse

              bht sarey traders k sath aisy hi problems arahi hn k wo is business mn fear ho kar work kartey hn jiski wjha se wo kafi ziada loss kartey hn aur yeh fear hamen always le doobta hey
                 
              • #82 Collapse

                dear main khufzada nahi hon forex trading se khun k ham is se profit kamatay hain phir ia main khuf zada honay ki kia baat hai
                 
                • #83 Collapse

                  Assalam o alikum bhai aisa hi hota he bhot sare newbie pak forex join kerty hen or jab unko bounes milta he to jald bazi me bhot zeyda paisa laga lety hen trading me to uska hal ye he k newbie ko bhot thora lot laga ker trade kren to ye ap k ye bhot best he. thankyou
                  • #84 Collapse

                    sorryyyy............... i dont know mujy nahi pta thora abhi is mai kiu k mai new hn or zadha nahi bta sakti hn tbhi par mai is ko learn krny ki khoshih krti rhyti hn thats why :P laykin jaldi hi sikh kwn gin mai :)
                     
                    • #85 Collapse

                      sorryyyy............... i dont know mujy nahi pta thora abhi is mai kiu k mai new hn or zadha nahi bta sakti hn tbhi par mai is ko learn krny ki khoshih krti rhyti hn
                       
                      • #86 Collapse

                        many traders k sath yeh fear wali problms arhi he aur jo koi b is business mn fear ho kar work karta he wo is business mn kabi b kamiyab nai ho sakta he aur always wo yahan par fail hi hota hey
                         
                        • #87 Collapse

                          g haaan g apki baat bilkul teekh hai ooor myn bhe yehe kehti hoon k forex aik bohat bara business hai ss business myn dar aik bohat bari problem hai ,, dar say hm koi kaam nahe kar saktey iss say hmyn he loss ho ga ooor trading myn problem ho ge ....
                          • #88 Collapse

                            g han meray bhai forex mai fear ek bohat he bari problem hai hamay forex mai work kartay huwa khofzada nai hona chaheyah.
                            • #89 Collapse

                              dar lgta h jub neat saf na ho jb insan suchy dil kam kry to wo fearless hota h greed ko dil s nekal k kam krn tw dar ktm ho jata jb fear nhe hoga tw wo profit or loss s b nahe dary ga r feraless ho k kam kry ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yes my dear fear is really dangerous in forex hume jitna ho sake door rehna chahiye fear se kiun k tab hi hum kamyab ho sakte hain forex me confidence k sath trading karna zarori hai fear ko dil se nikal kar trading karni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X