Humein hamesha loss hi q hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

    Hamesha loss honay ki ye waja hay kay trader market ki direction ka pata nahi hota aur wo market main tab enter hota hay jab wo market main buy trend hota hay wo sell ker leta hay aur jab market main sell trend hota hay to markeet ko buy ker leta hay is liye hamen loss hota rehta hay. ager ko trading strategy ho to kuch trading achi ho sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

      hamy loss tab hota hain jab hum kam karty howe koi galti karty hain ya hum market ky kise rule ko ignore karty hain to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi ho ga hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey hamy apny ander ky lalach or emotions ko qabo nmai rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy
      • #18 Collapse

        Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

        As-Salaam-Alaikum dear friend Aap Ki Baat bilkul theek hai ki new member kehte hain Ki Hamein Forex trading mein loss hota hai Iski vajah Mere Khyal main unke Paas knowledge ki Kami hai hi is wajah se loss hota hai profit Ke Chakkar Mein jaldbazi mein hai triding Karte Hain is wajah se lossho sakta hai aur Jo hamari e post usko read kiye bagair share Karte Hain aur jo mistake ho jati Hain is wajah se bhi loss ho sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

          forex aik online business hain hum is mai kam karty hain to hamy acha bonus milta hain forex aik international business hain is mai usa or dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik real or legal business hain
          • #20 Collapse

            Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

            hamein loss he hota hai kion k ham same way main trade kartay rehtay hain or same way ka result bhe same he rehta hai ,agar ham apni galtiyan talash karein gay tu phr he ham un k hal talsh kareingay es liye agar hamein baar baar loss horaha hai tu es ka matlab hai k ham galt way main trade kar rahy hain ,es liye way ko improve karna he solution hota hai,agar hamara input sahi hoga tu os ka result bhe sahi hoga
            https://t.me/pump_upp
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
              Hi friends jaisay k ap sabh janty Hain forex bahiut risky bussines hai lekin mujhy samjh Nahi ati forex mein hamesha loss hi q hota hai. Kia iss mein brokar ko faida hota hai k hum Jo bhi trade open karien wo hamary opposite chalna start kat kat daita hai. Kia ap sabh friends k sath bhi about aisa hita hai?
              Trading Karke loss isliye hota hai Kyunki hum ne se bahut Sare log Bina knowledge or experience kehe trading start kar dete Hain Jis ki vajah se Hamein trading Karke Aksar loss ho jata hai agar Soch Samajh Kar trading Karenge to loss Nahin hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X