Humein hamesha loss hi q hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humein hamesha loss hi q hota hai
    Hi friends jaisay k ap sabh janty Hain forex bahiut risky bussines hai lekin mujhy samjh Nahi ati forex mein hamesha loss hi q hota hai. Kia iss mein brokar ko faida hota hai k hum Jo bhi trade open karien wo hamary opposite chalna start kat kat daita hai. Kia ap sabh friends k sath bhi about aisa hita hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New Traders ko loss say mayous nai hona chaiye . Forex trading Mai har time per loss he nai Hota hain . Han ager traders k pass experience ke kami ho aur trading strategy b achi na ho tu loss k chance kafi barh jatay hain . Try Karin ke trade open karty time market k trend ko samjh k trade Karin tu achy result mil sakty hain .
    • #3 Collapse

      Dear forex trading aik business hay aor bhot hi acha aor profit wala business hay laiken ager hum isko easy samjhna shoro ker day tu pher humay yaqeenan loss hi huga is liye ager hum nay is say profit lena hay tu pher proper forex ko learn kerna huga kiun forex market kisi aik banday ya broker kay hath ma nhi hay is liye isko learn kerna bhot zarori hay profit hasil kernay kay liye.
      • #4 Collapse

        Dear friend yh apki feeling hain kh apko har bar trade main loss he hota hy es ki waja apka kam knowledge hay na keh broker ka koi chakar broker ko commission to dono sorton main milta hay chay apko loss ho ya profit es lay jab ap trade ko achi tarha larn or market ko achi tarha analysis kr ky lagin to zaror profit main jay gi
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          Bhai sedhi si bag hy k ham llach krty hy sbr nai krty hy our ham ko is my bhot had tak phr loss hota hy ya busness jo hy ya bhot hi relex wala hy is my bhot zeada sbr k sath kam krna hota hy is kam ko krny k liya bhot zeada mhnat krna hota hy our hard work krna hota hy ya jitna zeada bra bisnesss hy ya utni hi zeada phr mhnat b mangta hy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            without proper market understanding and analysis trading krny sy he loss hota hai hum just market ka fast flow dekh ky trades open kr dety hain jis ki waja sy hen trading ma loss ho jata hai aor market reversal ho jata hai
            dear forex trading members market ma trade open krny sy pehly baht sary factors ko mad e nazar rakhna hota hai tb je profit hota hai
            • #7 Collapse

              G janab forex mai ap ko loss is waja sy hota hy ky ap over confidence ho kar yaha par trade karrty ho so forex mai ap ko in negitive points ko dor karna chahyay or axhy trend mai kamana chahyay so forex mai ap ko confidence ky sath kam karna chahyay.
              • #8 Collapse

                dear loss tu wesy is kam ka his ahy per ager ap ko bar bar ho raha hy tu lazmi yi ap ky apni mistake ki hi waja sy hota hy ager ap log is bat ko samjh ly ky bina analysis ky is forex mai koi kamyabi nahi hy tu ap bahut hi asani ky sath is ko jab seekh er ay gy tu lazmi ap ko kamyabi mily gi or ap loss kerny ki bajy profit kerny lagy gy.
                • #9 Collapse

                  Dear hmasha usi ko loss hota hai jo jaldi sy trade lga kar jaldi profit lena chahta hai jo trading main jld bazi kry ga us ko zroor loss ho ga ku ky trading jald bazi main nhi ke jati ku ky markeet ko samjna prta hai jo ky ham nhi krty es liy loss milta hai
                  • #10 Collapse

                    Dear hamain forex trading main loss isnliaybhota hai aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading kartay hain.
                    Hamain long term trading karni chiay apnay insta forex bons account say hamain chiay hotabhai kaybham jab trace karain.
                    Hamain long term tarfar karain.
                    Loss is liay hota hai kay aap trend kay against trade open kartay hain.
                    • #11 Collapse

                      Humain hamesha loss is liey hota hey keh abhi humain forex trading main itna tajerba nhen hoa hota aor hum real trading start ker dety hain halankeh abhi humain forex trading seekhny ki zaroray hoti hy. Jeb bhi demo per loss hona band ho jaey phir real trading kerni chaey.
                      • #12 Collapse

                        Dear Forex trading members trading Mein Aapki stretches from ho to aapko loss nahi hota hai loss ki main bazar without analysis and strategy kaam karna hai main aapko Yahi advise Karunga ke perfectly market ko understand karo uske baad trading start karo trade open karne ke baad properly management Jarur kar liya karo support or resistance identify karne ke baad hai aapko acchi earning ho sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

                          jab hum kam karty howe apne galtiyo ko ignore karty hain to hamy loss ho jata hain hamy dosro ke copy pasts karny sy be loss hota hain hamy in sub ko avoid karna ho ga pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain hum is mai pane marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

                            G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me jald bezi nahi karni chahiya zayda loss unko hota hai jo chahty hai ka hum jaldi sy profit hasil kar ly isliya chahiya ka pehly forex ko samjy or phr trading kary kary.......forex market ko samjna boht zarori hota hai iska liya jald bazi nahi karni chahiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Humein hamesha loss hi q hota hai

                              Psk forex trading boht hi successful or world ka aik khas business ha log is me itni mehnat b karty ha phr b is me loss q hota ha ye bat ki samj mojhy aj tak nhi ai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X