Ye ik obvious baat hai k jab trade laga deya jata hai tu stress mazeed baar jata hai q k aksar ye daar sa rehta hai k akhir ye trade kis taraf jaega aya successful hoga ya loss daiga so banda relax hone k bajaee buhot concerned rehta hai trade k bare mai bar bar check karta hai k kiya position hai so maira tu aksar es tarha ki situations hoti hai ap apna batae k apke kiya position hoti hai trade lagane k baad
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим