Mahnat ki zarurat hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Yes my dear brother, bilkul theek kaha apne trading ma boht zayada mehnat ki zarorat hoti hai, shru ma hamen forex k usoolon k bare m,a nhi pata hota is k lye onhe janna boht zarori hai , tabhi kamyab hnge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Dunya mayn koi bhi kam mehnat k baghair nahin hota .Forex Trading aik bahut waseh business market hay. Es may kamyabi hasil karnay k liay bahut knowledge aur experience ki zaroorat hay. Aur knowledge aur experience mehnat say hi hasi kia jata hay.
      • #468 Collapse

        asslam o alaikum:- koi bhi kaam bghair mihnat k nahi hoota aap koi chooty say choota kam lay lain wo bhi bghair mihnat k nahi hoota to trading ka kaam bgair mihnat k kaisy hoo sakta hay jo jitni mihnat karay ga us ko utna hi ajar milay ga
        • #469 Collapse

          her kaam mai mehnat ki zaroorat hoti hai isi tarah yeh kaam bhi app say mehnat ki demand karta hai ager ap hard worker hain tu yeh kaam app ko kafi earning day ga or ager kaam chor karni hai tukkaay marnay hain tu yeh app ko loss say kuch nahi day ga yeh baat yaad rakhna
           
          • #470 Collapse

            han bhai trading k leay bohat mehnat ke zarorat ha. ya easy kam nhi. bohat ziada experience hona chiyah or knowledge be chiyah or hard work be hona chiyah
            • #471 Collapse

              hum ko forex man kamyab hona ha to hum ko khob mahnat krna pry ge warna hum is man kamyabi hasil nahi kr payn gy of course mehnat ki boht zrort hy mehnat k bgair aap ek rupyya b ni earn kr skty
              • #472 Collapse

                forex mai mehnat ki boht zarort hai forex kay har bussniess mai mehnat zarori hai mehnat kamyabi ke key hai jo insan mehnat karta hai wo kabhi kisi se pechy nai rahty forex mai jo log mehnat or lagan ke sath kaam kartey hain wo boht kamyab or successfull hotay hain iss liye forex mai mehnat zarori hai.
                • #473 Collapse

                  balkul g ham janty hai k forex aik bohat risky kam hai is main profit or loss ki koi limint nahe hai to is traha is main risk b zyda hota hai. or ham us risk ko apni mahnat se kam kar sakty hai. is lai forex main zyda mahanat karny ki zroorat hoti hai.
                  • #474 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                    Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.
                    forex trading me upr aany k lia or ek acha broker ban'ny k lia hmn learning pe, or news pe, or demo pe practice krty rehna chahye hy in chezon k bgair hmara loss boht ho dakta hy so profit k lia hmn en sab baton ko nzr andas ni krna chahye hy
                    • #475 Collapse

                      g han main apki baat say agree karta ho agr hum is forum k bary main acha profit hasil karna chaty hay to humain is forum main dil laga kar kam karna chaiy aur humain achi mehant karni chaiy ta k hum ain is forum main loss na ho aur hum acha earn kar saky.
                      • #476 Collapse

                        forex may kam karne k liye ap ko mehnat zaror karne parte ha laiken is mehnat k phal metha hota ha jitna time ap is ko daite ha badly may forex be ap ko profit daita ha kise be kam may may jub ap mehnat aor lagan se kam karte ha to us ko char chnd lag kate ha....
                        • #477 Collapse

                          mahnat hi kamyab ka zaria hai forex business ma jo bhi trader hard work krta hai wo jald as jald kamyab ho jata hai forex business ma mostly people hai jo hardwork kr k ak profassional trader ban gai hai
                          • #478 Collapse

                            Forex trading good luck and experience are important, but I think it's a professional Forex trader can earn more and one of our trade and we can beat any store successful and good luck will make the knowledge and experience of the most important things because in this business.
                            • #479 Collapse

                              han mehnat ki to kafi zarurat hai k is k baghair to ap aiok achey trader nahi ban saktey hain aur is par ap ko success nahi mil pati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                G han is business me mehnat ki bht zyada zarorat ha hm is business me success tb hi hasil kar sakty hain jb hm is business me mehnat se kam karty hain isi liye mehnat jitni ho saky is business me hmen karni chahyee kyun k bgair mehnat k hm khuch nahi kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X