Mahnat ki zarurat hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji hn yeh forex trading mai har user ko chahey woh senior ho ya junior har kessi ko mehnat ki bht bht zaroorat aur mehnaat k st st knowledge aur experirnce b ager yah sub hai pakay pss tou app aik achay trader ban saktay hooo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee bilkul logon ko trading ki complete terms hi samajhney me kaafi arsa lug jata hai baqi market ki know how then kaunsa trade kb lgana hai mushkil kaam to hai but agar ap is ko time do gay to u can be very successful in this world of trading
      • #33 Collapse

        Education is required in Forex and important to have the patience to learn the rolling well and not rush in trading and that he has enough experience so that it can operate successfully
        • #34 Collapse

          mehnat toh har kam mei kerni parti hai ager forex hume ek platform provide ker raha hai jaha hm mehnat ker k paisay kama sakte hain toh humra farz banta hai k hum seriously ly kam ko and mehnat kere. jitni mehnat krege utna hi faida hoga hume and uska faida b sirf hume hi phnchega toh zda sy zda mehnat kry ta k zda sy zda profit kama sakay
          • #35 Collapse

            Ji han ye aik aisa business hai jo learn kiye bagair nahi kiya ja sakta... so agar forex se kuch earn karna hai tu yahan bht zyafa hard working karni hogi....trading ki achi learning karni hogi...knowledge get karni hogi skills build up karne hnge....tu hi ap yahan se kuch earn kar payenge....
            • #36 Collapse

              geeeeee bilkul forex ma to mehnaaat ki buht zarort hoti hy..agr aaap mehnaaat nahi Karen gy to wo apky loss ma chalaaa jye ga....or aaap us level tak nahi jaen gy jahan sy eal earning start hoti h to aap nakam ho jaen gy
              • #37 Collapse

                I agree with you brother if we want to be a good and successful trader in forex market so,we should work hard and keep learning every time we should gain knowledge about forex trading every time
                • #38 Collapse

                  yes bilkul ap ne thek kaha hy ke is mein kam karne ke liye bhut zyada mehnat ki zrorat hy
                  kam se kam 1 year zror lagta hy acha trader ban ne ke liye
                   
                  • #39 Collapse

                    Forex main agr ap ny trade kr k earn krha hai to ap ko mahnat ki zarurat hai aur is smain hum tb he kamiyab ho samty hai . forex sb sy best hai aur yeh k real business hai .
                    • #40 Collapse

                      G bhai forex main aghar hummy success hasil karni hai tu hummy is main kafi mahnat karni ho gi kafi hardwork karna ho ga , or forex k baray main learning karni ho gi or bohot khuch seekhna ho ga phir hi ja k hum forex main success hasil kar sakty hain, jab ya sub khuch ap seekh lain gay tu phir ap sirf profite hi hasil karo gay. or earning hi earning ho gi.
                      • #41 Collapse

                        g han mery bhai aap bilkul theek keh rahy hen men ap ki is bat sy mukammal tor par agree karta hoon agr ap forex trading business men success hasil karna chahty hen to ap ko mehnat ki boht zarort hy mehnat ky bagher ap is business men success hasil nahi kr sakty mehnat kamyabi ki kunji hy
                        • #42 Collapse

                          ji haan dear apki baat se mai agree karti hun agr ham ne pakka irada kar liya hai k hamen forex mai shamil hona hai to apna mind banana parega k hamen khub hard work or learning ki need hogi us k biina forex mai success na mumkin hai...
                          • #43 Collapse

                            Forex may mehnat be ehmeyet rkhti hy aor es may kam krny ky ley hmy knowledge aor planning ke be bot zrorat hti hy achy trader forex may confidence aor experience sy kam krty hyn aor acha profit earn krty hyn.
                            • #44 Collapse

                              g bilkul theek farmaya ap ne janab ager forex sekhni hai tu mehnat krna boht he zaroori hai jaha se bhe ho sake forex learn kro keep learning
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes dear agar hum ne forex me trading kar ke achi earning karni hai to hume mehnat karna ho ga trading ko ziyada se ziyada learn karna ho ga ziyada se ziyada paractice karna ho gi jis se hume trading ke bare me acha knowledge mile ga jis ko use kar ke hum achi earnig ke sath successfull trader ban sake ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X