Control the Loss and not only Afsos

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    acha profit earn kerne ke liye ata hai lekin jab us ko loss hota hai to wo dishard control krna sekh lia to ap samj len k ap aik profiessional trader ban chuky hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      fire fox par har insan ye hi sochta ha k wo fire fox par kam kr k bhot zada pasy kama satka ha. koi shak nai k nai kama sakta bus hard work ki zarorat hoti ha... agr ap ko fire fox par loss ho bi jata ha to koi bat nai afsos kar k ap apna time hi zaya karo0 ap ko or hard work karni ho gi...
      • #168 Collapse

        han apne loss ko control karen aur afsos se bache profit earn karen learn and earn easily agar ap learn nahin karen gen to ap khabhi bhi profit nahin kama sakte
        • #169 Collapse

          G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hmen hmeshah loss par cantrol karna chahey kabhi bhi hmnen afsos nahi karna chahey or loss jis wajah se howa ha wo reason dhodni chahey ta k app next time wo mistake nah karooo..
          • #170 Collapse

            jee hy sir ma apki baat pay agree krta ho sir baat ya ha kay forex aek asa bussniess ha jaha say hamay ziada say ziada loss bhi ho skata hy islay hamay loss ko control krna chahiye lakin hamay afsos nai krna chahiye takay ham aek achi tarding kr skay
            • #171 Collapse

              jee bhai jaan aisa hey key ap ko is kaammey loss thb hee hota hey jab aap ko is kaam mey big capital lots yaa pir ap ko sis kaa mey lach involve ho jati hey thab hee aap ko is kaam mey nuqsaan hota hey
              • #172 Collapse

                if you really have self confidence to earn money in forex you don't think of losing if you trade and this confidence will going to make you earn money. If you concentrate not to loss then the best thing you do is not to trade at all. Because if you don't trade then you will never going to loss money.
                • #173 Collapse

                  mere kheyal mein jo loss nahi karta wo shayad zindagi mein kabhi agay ahi bar sakta hai so humein is sy ghabrana nahi chahye balky or himmat sy kaam karna chahye
                   
                  • #174 Collapse

                    jab aap kam kartey heyn to nafa auor nuqsan dono ka hona mumkin hey. es liay loss ki soorat mai seraf afsos karney waqat zaiy karna hey . noqsan ko bhool kar nai jazbey aur aur kamko zida lgan sey kar k kuchh hasil kia ja sakta hey.
                    • #175 Collapse

                      ap ko loss control kr skty ho aur forex mein himmat chyaie kio kay forex aik real business hay ap is say bahot sara paisa kama saktay ho lekin yeh risky buisiness bhi hay isi liye log is mein money loss kar detay hay isi liye mein nay forex ko ziyada say ziyada learn karta ho takay mein forex say profit make kar sako aur loss say bach sakon .
                      • #176 Collapse

                        ham yh sab learn karne se hi kar sakte hen r jab tak learn nahi karen ge ham kabi bhe earning nahi kar skate is lie pahle achi trah mahant karen or jab market ki samaj aane lag jaay toh usme achi planing bnayn woh hamko ak acha trader bnay gi na ke loss par afsos karte rahen
                        • #177 Collapse

                          apna loss control karo aur recover krny ki try kro aur forex mein knowledge bahot important hota hay agr aap kay pass knowledge nahi hay tu forex ko sab say pehly learn karay takay aap forex ko understand kar sakay is tarha aap aik achay trader ban jayn gayn aur aap daily good money made kar skay gayn .
                          • #178 Collapse

                            g u are right k hmain yahan trading main apna or apni traders ka ehtsab krna hoga yeh nae k agr apko kisi bhi trade main loss ho to ap dishurt hojao sirf control kro loss py or happy happy trading kro
                            • #179 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me loss ko cantrol karna chahyee or hmen is business me kabhi bhi loss k waqt afsos nahi karna chahye balky loss k waqt sbr se kam laina chahye or loss se acha experince hasil karna chahyee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                A newbie can control his loses to learn from his mistakes in Forex trading.It is not good to be upset ,when a trader get lose,if he get upset ,he will not be able to learn anything from his mistakes.A trader can be expert when he find his mistakes and solved it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X