Control the Loss and not only Afsos

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control the Loss and not only Afsos
    Loss ko contol karnay kay wastay he ham forex trading seekhtay hain, band ho janay wali trades kay baray main sochna tow fazool hain mager un trades ki madad se he ham forex trading seekh saktay hain, apna ahtsab yani apni trades ka ehtsab karna boht achi adat hai aur jald seekhnay main madadgar hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main her koi acha profit earn kerne ke liye ata hai lekin jab us ko loss hota hai to wo dishard ho jata hai main samjta hoon us waqat dishard hone ke bajy appni mistake ko jan ki koshish karo or us se sikho take next time achi treding kar sakho
     
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum.. Ji bilkul aapne theek kaha dear humain apna or apni trades ka ehtasaab kerna chahye jis se hum better trading seekh sakte hain or phir better trade ker sakte hain, mistakes kabhi bhi loss nahi deti balke experience barhati hain..
      • #4 Collapse

        g han apne sahi kaha he ham me bht se log aise hn kay unhe loss kay chakler me or loss ka samna kerna perh jata he or wo control bhi nhi krte hn to me unhe yehi kahungi key wo apna loss control krne ki koshish kren ye sab normal bat he or life me aisa hota rehta he.
        • #5 Collapse

          g g dear ap ki bat theek hai humain jo business start karin zarori hai k us main kamyab b ho jain. is liye forex main loss sy bachny k liye achi practice karni chahiye aur agar loss ho b jay to dill nahi chorna chahiye balky loss ko recover karna chahiye.
          • #6 Collapse

            Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main har shakhs achi earning karnay kay leay ata hay but loss say bohat zeda disappoint hojatay hain but us waqat afsoos karnay kay bajay apni mistakes ko find out kar kay us mistake say seekhna chaheye takay acha profit ho aap ko
            • #7 Collapse

              g haam hume loos hone me afsos nae krna chaye bulke apni loos se dobara sekhna chaye aur zyada learn krna chaye q ke next time hum achi trading kr sake aur dobara ache trader ban sake
              • #8 Collapse

                Yes forex trading mei agar hamain first time loss ho bhi jae then hamain us loss ki reason dhond k apni mistakes se learn karna chahye, aik bar loss ho jae to hamain disappoint nahi hona chahye balky mehnat karni chahye taky next time successful ho saken.
                • #9 Collapse

                  jis din ap nay loss ko control krna sekh lia to ap samj len k ap aik profiessional trader ban chuky hen par es k ly ap ko harwoiking ki zarorat hy bager mahnat or lagan k ap yeh kam kabi ni sekh skty
                  • #10 Collapse

                    loss ko control karna buhat easy hai matlab k hum full concentration sirf or sirf trading pe dain or practice k sath learing bhi karein to hum is tarah se loss pe full control hasil kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      dear forex trading me hum loss tab hi bach sake ge jab hum trading ko learn kare ge kyu ke trading ko learn karne or paractice karne se hume trading ke bare me knowledge milta hai jis ko hum use kar ke achi trading kar ke achi earning kar sake ge or loss se bach sake ge
                      • #12 Collapse

                        humain apna or apni trades ka ehtasaab kerna chahye jis se hum better trading seekh sakte hain or phir better trade ker sakte hain.forex main her koi acha profit earn kerne ke liye ata hai lekin jab us ko loss hota hai to wo dishard ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          ap bikul theak kahay rahay hai dear k forex business ma afos honay ki bijay apni mistak ko thaek krna chaye tak loss na ho skay next time tabhi kamyabi hai agr ap afos kr gay then ap mazeed loss paye gai.
                          First learn And Then start Forex

                          Forum Rules List
                          • #14 Collapse

                            Ji bro aap kibaat bilkull sahi hy yeh agar aap sirf loss hone parr afsoos karr ky hi beth jayn gy to aap ko kabhi bhi faidanahi hoga is cheez ka kun ke phir aap jab bhi kaam karyn gy aap ky zehan me tension hi tension hogi ky aapko loss na ho jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sahi kah app ne jis tarde pe hum ko loss hota hai us ke bare main afsos kene ke baje us trade ki loss ki waja jana zada behter hain or us loss se Sikh ker agy bharna bahut profitable hai hamare liye
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X