Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Dear ham jab bi koi kaam karty hain to hamy us may lalach nahi karni chahiye kiyu kay greed karny say hamy ziyada tar loss hi hota hy agar ham chahte hain kay forex trade may success hasil kary to hamy greed ko avoid kar kay trade karni chahiye ta kay app ko loss na ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading main greedy kerna tu bohat he zayda noksan ke waja banti hai aur mera ye mana hai ky ager ap forex trading main greedy kerna chro dy do per ap kamyabi pa sakte hai is buiensss
      • #93 Collapse

        yes brother I agree with you I always say that greed is a cruse but sometimes I think it is better for us but not always and not damage the other profit...a man should be limited
        • #94 Collapse

          ham jab yah kam kartay hayn to ham chahtay hayn kah zayada say zayada profit kamayn to jab ham asa karta hayn to ham lalach kartay hayn jis ka natija yah nikalta hay kah ham apna lose kar bathtay hayn
          • #95 Collapse

            Thekh kahtay han greed is curse.agar aap ko thora profit araha ha aur aap zayada k chakar main par gay ho to yeh mat samjhan k aap profit ki tarf ja rahay ho balky aap loss ki tarf ja rahay ho.es liyay lalch say bacho
             
            • #96 Collapse

              forex trading k rules ko follow kar k trading arna chaheye kuch profit hoto usi mein apko khush rehna chaheye agar ap lalach karengay to ye ap k liye acha sabit nahi hoga so its al deppends on you do trade with fearlly and deep of heart aisi cheez hay jo insan ko tabah aur barbad kar deti hay to ap ko chahiye ap hamesha calm aur cool reh kar traiofn karain aur apna profit banain.
              • #97 Collapse

                Bilkul sahi kaha ap nay jub hum forex main without loss continously earn karny lagty hain to jitne bhi earning ho hum satisfied hony ki jaga or earning main lag jaty hain jis ki wajah sy hum main greediness ajate hai or hum akhir kaar forex main earning ki jald bazi ki wajah say ulta apna nuqsan kar bethty hain
                • #98 Collapse

                  bhai mere khyal se title 'Greed equals to loss' hona chahie tha beherhal sahi baat hai agar ham zyada profit aik hi time mein lene ke chakar mein hote hain to is liye ap loss khatare mein bhi hote hain kiun trading tab risky ho jati hai.
                   
                  FOREX PAK FORUM FOREVER
                  • #99 Collapse

                    app ne bilkul theak baat share karo hai forex mai kafi logo ko greed hojati hai jis ki waja se un ko kafi loss hota hai is liye hum ko chaiye k forex mai greed apne mind se hata kar trade karain.
                    • #100 Collapse

                      Ji bilkul dear bohat acha thread post kia aap ne..hamein chahiye k agar hamein acha profit ho jaye to hamein apne emotions ko control karna chahiye q k agar hum jald baazi krein ge to wo profit bi loss mein convert ho ga aur uske ilawa investment bhi kam hogi
                      • #101 Collapse

                        meray Bhai youn hota hai K agar hum nay eek Trade lagai or us main hammain munafaa ho Gyaaa... orr hum na dosri trade Axcitied ho Kar yaa lalach main laga dii... iss Kaye matlab nahin K Dosri trade Main bhi aap Ko Faida ho Ga... main samajhtaa hon k agar koi Forex Trader apni trading k profit ka Target Achive Kar lay tou usay zyada Agay barhnaay ki Zaroorat nahin... forex Trading main Greed Aap ko opar bhi lay jati hai or nechay bhi lay Ati hai... ye Ap par depend karta hai K aap isay kis tarah Say Control kartay hain but in my Thinking greed is Always one of The bigest Cause of loss
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #102 Collapse

                          meray bahio agar ap kamyab trader banna chahty hyn ur achi monthly kmana chahty hyn tu ap ko greedy nahi banna chahye.is ki waja sy buhat nuksan bhi hu jata hy.ap ka account - main bhi a sakta hy.ur ap ko jab ayk din achi peroffit hu tu ap log pc off kar dyn baki agly din kam karyn ur lalach na karyn.
                          • #103 Collapse

                            ji ye common se baat hai jis kaam main b ap lalch karty hoo toh uss main zarur koio jatka milata hain kyun k lalach buri bhala hain ap sab ko pata is k bary main islye easily trade karey aur thora thora kamye ta k lose na hoo zyadaa
                            • #104 Collapse

                              forex mai greed ki waja se bhot nuqsan hota hai humy greed bhot zyada kharab cheez hai is se hamesha loss he hota hai tw is se acha hai k hum greed na karain or loss se bach jayen or kam se kam profit b hasil karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                aap sahi keh rahe hain greed ki waja se to humein losess hote hain ager hum greed per control hasil ker lein to humein losess nai honge ye humari sub se bari enemy hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X