Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    greed sy loss hoga and forex aik legal aur reliable business hai aur yeh business humara future hai aur mein is business ko kabi bi leave nia akro ga aur mein is business par trading kar ky acha feel karta hoon aur students aur ladies bi is business ko join kar ky is business mein acha profit make kary gy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      Agar to greed aap learning ke leye kareen to profit aap hasil kar len ge leken agar aap greed kareen sirf earning sirf profit ke leye to phir lose aap ke har tarf ho ga
      • #1593 Collapse

        g hay sir mary khyal me to humay as forex me zida greed nai karnay chw qk as say hum ko loss he ho ga or jo munafa hum earn kar chouky hon gay to wo bhw zia ho saktay hay
        • #1594 Collapse

          JANab FOREX trading main lalach nai karni chahaiye q k lalach ki waja sy aapka account wash ho sakta hai jxx kaam main lalach hota hai us ka injaam bht bura hota hai isliye saber sy jtna milta hai us per khush rehna chahiye
          • #1595 Collapse

            Yea you guys are right but i also thinks that greed can also be positive factor sometimes it helps us to stay more focus on saving wo es main kabi loos nahi hity our jo es ky bary main janty hain wo greed hoty hain forex aik acchi jobsa hain..
            • #1596 Collapse

              • #1597 Collapse

                traading main lalach buri bala hay tou sahi kehta hian zida pese kamani ka lalch ap ko akir main nuqsan poncha saktyi hain agar ap dehaahn or tawajo say market par nazar rakh kar kam karin to theek ho ga
                • #1598 Collapse

                  brother lalach krogy to loss hi krogy apna ap. ksi b km men lalach shamil hojay to bnda nuqsan hi uthata hai..
                  aapko lalach nae krna chahiay forex men, just hardwork and earn
                  • #1599 Collapse

                    Greed aur loss ka apas main taluq hay agar hum forex trading main greed karen gay to hum ziada loss kar lain gay so humay chahiey keh hum es trha kay lalach kay chakar main na pary balkeh aik saaf trading seekhay aur usko run karen esi main humari bhlai hoti hay.
                    • #1600 Collapse

                      In Forex trade you are greedy so definently once time in your life you have face loose . For trading you must have some good intentation and if you are fallen in greedy so definently you will have some problem in your future business or trading. Thanks.
                      • #1601 Collapse

                        aslamo alaikum bai jaan'
                        loss ka sab se big waja ye ha k hum trade kerte waqt buht hiziada greediness ho jate hain,plz leave the greediness.......
                        • #1602 Collapse

                          Assalam O Aalikum, Forex trading main ziada tar loss ki raeson yeh greed hi to hai. Jo bhi new trader iss main trading kerta hai wo chahta hai keh bas ek hi raat main rich ho jaey magar aisa kabhi bhi nahi hota hai aur wo loss ker ke jata hai.
                          • #1603 Collapse

                            forex mein baaz dafa trader loss ho jaty hein lakin inhein chahiye kay woh hard work kerein or greed ki taraf na jaein kyn kay foex kay rules kay khilaaf hai
                            • #1604 Collapse

                              asslam.o.alikum.g bilkul lalach kisi b chiz main ho nuqsan apna he hota hai aik mashhoor kahwat hai k lalach buri bla hai so forex main lalach bilkul na krain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                greedy banda kabhi bhe forex trading ni kar sakta hy forex acha profitable business hy ic me lalach har kisi ko hoti hy lekin lalach ko control karna parta hy lalchi banda ziada profit k chakkar me ghalt trade laga deta hy or sara account zaya kar deta hy trading me greed ni karni chahiay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X