Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Forex main jb koi trader loss krta hai to us ki sab say bri waja us ki greed hoti hai wo apni greed ki wja say hi loss krta hai likin ager wo greed say bacha rahay to wo aik acha trader bn skta hai
    :p..........No One is perfect and I am No One........:p
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      jo log forex men greed kerty hain un ko profit some time hi milta hai or every time un ko loss hi hota hai is ley forex men zyada tradrs gree ki waja se trading men loss khaty han or profit nahi kamaty .
         
      • #783 Collapse

        new trader ke liay greed bohat bara dushman he jo ke new trader me mind me ghus kar loss kardetahe or app ko loss hone ke baad sabaq hasil hota he is liay hamesha greed se bach kar chaley or thori investment me thore profit me sabar o shukar ada karey
         
        • #784 Collapse

          Yes Forex mein hamari greed barhti jati hai aur hum ziada se ziada profit ki koshish karty hain aur at the end apni investment bhi loss kar daity hain . Hamain chahiye ke greed se door rahen aur proper strategy aur planning ke sath trading kar ke small targets ko achieve karen aur profit earn karen, na ke ziada profit ke laluch mein loss karwa baithain
          • #785 Collapse

            dear, jis kaam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pesey kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
            • #786 Collapse

              Dear i think because of afraid to loss can make traders, even big traders make money management system, like averaging, martingale, reversal, hedging because they experience in afraid to loss implement this system to minimize of risk.
              • #787 Collapse

                yes yeh sabke sath hai greed humans mei ek negative element hai aur forex par yeh element hamko kaafi loss deta hai jab hum trading se profit get karte hai tab hamme aur profit paane ki hasrat hoti hai wo galt nhi hai par hum akshar is hasrat ke chale market ke technical respective ko nhi dekhte hai jisse hame loss hota hai.........
                • #788 Collapse

                  100 percent correct baat hai ke lalach se hamesha kaam kharab hi hota hai kabhi kisi ka bhala nhi hua is lalach se aakhir mai pareshaniyan or nuqsan hi mila hai uss shakhs ko jo lalach dikhata hai kisi bhi kaam mai.lalach bohot buri bala hai isse jinTna bach sako utna acha ahai
                  • #789 Collapse

                    forex trading mein ager ap zada greed karo gay tu ap ko zada loss ho ga greedy sa avoid kasrna chye warna ya ap ko failure aban da gi . greedy trader ka koi futre nehi hota ais liya ap ko loss minimize karna chye
                    • #790 Collapse

                      jee han.meine bhee ye bat bohot notice kari hai k logon ko jab loss hotay hain to mayoos hotay hain or jab profit hotay hain to unko us se bhee ziada profit chahyay hota hai.or ziada profit hasil karnay k chakkar mein log ghalat tareeqay istimaal kartay hain jo k naheen kara chahyay.
                      • #791 Collapse

                        g han greed or loss ka apass me direct relation hai jitna ap greed kro gy utna zyada loss hota jayga isliy apko chaiye k greed na krn or apni trading skills or apny experience ko dekhty huy investment krn
                        • #792 Collapse

                          Forex trading is really venturesome performing.in that concern we staleness person to suppress over Bavaria and emotions because it leads us to deprivation.we moldiness know to be forbearance and should sort a teensy train of profits.do not try to work many and much vantage at a term.
                          • #793 Collapse

                            dera brother..! lalach to insaan ko paisa deakh kr atii hai. or loss to buisness me hota hai. jo zeada hawis karta hai, woh zeada ki lalach me rehta haai..
                            • #794 Collapse

                              Bhai asi baat ng ha k forex may agr ap greed nh karo gay to ap apny bussines may kaesy dil lago gay har ek insan greed k throw kam karta ha bd agr us ka fida ho jay to wo kam tkeeh ho jata ha nh ap apny maind k tor par us ko bura keh dety ho ap ko har kam soch samj kar karna chey ...................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                greed kisi bhi business ke liye kabhi bhi achi sabit nhi ho saki is liye hamesha greed se jitna ho sake door rehne mein hi trader ki bhalai hai kyun ke zyada tar traders apni greed ki hi waja se loss ka shikar bante hen or apni trading ko lose kr baithte hen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X