Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte gain ke lalch buri baa hie you sahi Keith hain ziada pees Kane ka larch apko akon comes to the trader in trading, and is causing a lot of cases in the Forex Margin
    And so Ntgle it must first k
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      Yea you guys are right but i also thinks that greed can also be positive factor sometimes it helps us to stay more focus on saving our money and not to lose it .....
      • #753 Collapse

        dear aap ny bilkul theeek kaha hy kih forex tardeing mee hamien tradeing karty hwey greedy nahien hoona chahiey kiu kih is tarah ham profit earn karny ki bajay loss kar beithty hein is liy hamien chhaiey kih ham greed sy avoid kareen
        • #754 Collapse

          this is common forex rule k dnt b greedy in forex" agar lalach kro ge tu maro ge or agar ap hlal earning krte rho ge tu apko over al profit hi mile ga or los ki ratio kamm ho gi lakin log is cheez ko nahi dekhte or smal money me big lot use kr k phans jate hen or phir kehte hen k los hogya forex thek nahi he
          • #755 Collapse

            yes i agree with your thread sir asay b log hoty hain jin hay yaha profit hi profit ho raha hota hain tu wo suchty hain k yaha thuri greedy kar lain gaye tu kuch farak nahi hoga magar pakistan forex mai sakt khilaf hain greedy k yaha aap ko greedy k bad dubara chance nhi milta is liye jitni earn ho rahi hain usi mai khush rahy.
             
            • #756 Collapse

              yes lalach se loss hota he agr lalach na kya jy to koe masla bhe nahe hota he aor loss nahe hota he koshash kro k ap greed se bacho aor money management ko use kro gy to ap nuksan nahe kro gy to fr best he k ap analysis ko use kr k earning be best kr skaty ho
              • #757 Collapse

                humay forex ka business ma greed nahi karna chaya go log greed karta ha in logo ko humesha loss he howa ha. jo log ic ma greed nahi karata in logo ko humesha loss he howa ha. greed is a curse.
                • #758 Collapse

                  Ager apko kam kerte hue ye lagta he k jo ap earning kreh hn wo apki hisab se kam he to zarur ye lalach bhi he hamen ek bt yad rkhni chahye k jis hal me hon Allah ka shuker ada kren lalach achi chiz nhi he or haar bhi ye dono chixe n insan ko deemak k trha khati hn kia ap kbhi apne gher walo ko haram ki kamai khialan pasnd krenge nhi na to phr in tmam hrkweto se door rahen. good luck. :)
                  • #759 Collapse

                    jisa kay hum bachpan say suntay arahay hain kay lalach buri bala hain isi liya humay and i think so kisi bhi kaam main lalach nhe karni chahiya lalach say hamesha nuksan hi hota hain
                       
                    • #760 Collapse

                      if i say that there is the positive relation between the greed and the loss if we will do the trade with the more greed then we will get the more loss and vice versa that is why trade without the greed then you will able to get the success
                         
                      • #761 Collapse

                        greed waqi aik loss ki sub se bbari jar hai jis se ap ko loss ka bhot ho skta hai or ap fail trder ho gy
                        • #762 Collapse

                          ji bilkul mera khayal ma ager ap heavy ammonut sa trade kerta ho to bilkul greed nahi kerni chaye iska apko nuksan hona ka zayda chance hain lakin ager ap big ammount sa trade kerta ho or greed nahi kerta to profit ager thora ho to thek apko nuksan ka dar to nahi hoga so mera khayal ma greed trade k lia achi bat nahi
                          • #763 Collapse

                            Greed is very bad for forex business. Greedy person can not success in this business. If you want to success in this business then you need to avoid greed. Greed always fall you loss.
                               
                            • #764 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sad khan
                              jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
                              Haan yaar sahi baat hai ap ki jis kaam me hum lalach karte hain hume us kaam me loss har soorat me hota hai agar hum is kaam ko bina loss ke karen to hum forex se kafi achi trading kar sakte hain....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                jis kam b hum lalach kerty hy wo kam mein hum kabhi b kamyab nai ho paty q k lalach buri bala hy or wo humain nuqsan k ilawa kuch or nai dete n trading mein aagr hum lalach karai gy to humain loss k ilawa kuch b nai milay ga.....so agar hum profitable trading karna chahty hy or acha earn karna chhaty hy to humain greed se dur rehna hoga...........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X