Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    g bilkul theek bat hai greed humans mei ek negative element hai aur forex par yeh element hamko kaafi loss deta hai jab hum trading se profit get karte hai tab hamme aur profit paane ki hasrat hoti hai wo galt nhi hai par hum akshar is hasrat ke chale market ke technical respective ko nhi dekhte hai aur jis ka rezlt loss hi hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      sab say pehle ye bat yad rakhi chaiye k har buisness main loss or profit hota hai or loss sirf is waja say hota hai k hum kam time main ziada pasie kamanay k chakkar main par jatay hain or lalach main aa kar apna hi nuksaan kar bethtay hain
       
      • #678 Collapse

        me smjhta hoon k forex trading me greed and loss dono behn bhi hain matlab greed hoge to loss zrur ho ga agar greed ni hoge to loss bhe ni hoga jo banda forex me greed kary ga ya pakki bat hy k wo loss zrur kary ga forex trading me greed sy bachna chahiay or sahi learning kar k soch smjh kar trading karni chahiay
        • #679 Collapse

          bhi ji gread acjhi achi bussiness ko barbad kr kai rakh daiat hai waisy o rich log hoty hai wo is kai karib bi nahi jaty un mai greed ya to hota hia zayada ya agr nahi hota
          • #680 Collapse

            agar hum kisi b buisness main greed k sath kam karan gay to ham kabi b kamyab nai ho payen gay is liye bohat zaroori bat hai k ham apne buisness sy greed ko mukamal tor par avoid kar k he kam karan to haman achi kamyabi mil ske gi
            • #681 Collapse

              jee haan yar forex main lalach tuo her koey karta hai lekin is main sab kasoor markit ka hai kuyn k ye is markit ka sab say pahla or bara jaal hai jis say bachna he humra asal kaam hai
              • #682 Collapse

                Dosto forex main aik hi asool banda rahky to ziada kamyabi hay yane jitna mil raha hay uta lo kion kay jub insan ziada say ziada hasil karny ki sochta hay to nuqsan main hi rehta hay aur jo tora boht mil rah hota hay us sy bi hat doh laita hayy
                • #683 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sad khan
                  jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
                  Haan yaar lalach se hume sirf noqsaan hi hota hai hume chayye ke hum apne lalach ko control kare agar hum esa karne me kaamyaab hio jaate hain to hum forex me kaamyaab bhi ho sakte hain....
                  • #684 Collapse

                    Yes , Forex is a more profitable market and it is a world first Greedy market.In forex trading to losser must and main reasson that to unsupcent control og gredding. to grat to destry for frorex market.Greed depend on lose in forex maerkert. The trader whop trades with Greedy he must fall her tasrding and balance o.
                    • #685 Collapse

                      Greed worst emotion problems the trader in investing, and is resulting in loads of instances whilst within the Forex Margin And so dangrous it ought to very very first know the results in, including the Self-significance and self-self-assurance in excess
                      • #686 Collapse

                        greed is a curse humain ye bat bachpan say btai jati hai magar jab hum apni professional life main aatay hain to hum lalach k chakkar main hum apna hi nuksaan kar bethtay hain
                           
                        • #687 Collapse

                          dear mere khyal me humain kesi b kaam me jaldbazi or lalach nai karni chahey balke sabar se kaam len.qk lalach 1 bori bla he is liye greedy trader humesha loose hi othta he.
                          • #688 Collapse

                            waqe lalach buri bala hy lakin kuch log ye sab samjhtay hoe b lalach main a jatay hyn or apna nuksan kr bethtay hain halanky koshish ye hone shahye k thoray py guzara chlaya jae takay kisi nuksan ka dar na ho
                            • #689 Collapse

                              trading me aap ko bohat sabar ke sath kaam kerna haoi aur greed ko door rakhna hai kyunke greedness se kaam kharab ho sakta hai aur aap ki asal raqm bhi dub sakti hai is liye sabar ke sath kam profit ke liye bhi kaam kerna chahiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                greed is lose in forex people are lose in forex forex lose ky waja kha hoti hai app ko pata forex lose is ly hoti hai app ko trading nai a sakti ya forex ko karna mushkil kam hai forex good for you
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X