Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2521 Collapse

    hamain is forex main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade kar k earn ho skay aur market main trade karny k liye knowldge hasil karna ho ga ta k market main earning ho skay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2522 Collapse

      humain trade main agr kam karna hay to humain greed ko avoid kar kay achy say kam karna ho ga jis say humain trade main loss km ho ga humain demo ko use kar kay kam karna ho ga
      • #2523 Collapse

        Jab traders lalach main aa jatay hain or koch he din ma ameer honay ki soch latay hain to pher wo jald bazi main ghalat trade kartay hain or loss uthatay hain. is leay forx main lalach say ni balkay sabar say kam karna chaheay
         
        • #2524 Collapse

          forex trading mai issi baat ka khyal rakhna hota hai k ap greedy naa hoon.q k jb b humay profit ho rha hota hai to hum lalach se kaam lena start kr dety hain or zyada profit k liye lot ko hold kr lety hain yaa baar baar trade krty hai to lose kr bethtay hain.
          • #2525 Collapse

            loss ku dosray alfaz man ager gredd kaha jai tu ghalat nae hu ga. greed say trader loss man chala jatta ha or profit ku just daikhta hi rehta ha cash kerny ki sahulat khoo bethta ha
            • #2526 Collapse

              is forex main hamain trade karny k liye hard work krani ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade karny main asani ho saky aur profit hasil kar k earn ho
              • #2527 Collapse

                yeh to kafi dafa meray sath be ho chuka hai kay jab be or zda profit kay chakar main raita hun to loss usi waqt or be zada hota hay matlb kabi app trading kar rahain ho or aap ko profit hota hai aik trade per or app close kar kay aglay he lamhay or profit earn k liay usi side per trade laga daiaty ho to nuksan zada hota hay
                • #2528 Collapse

                  yes yeh sabke sath hai greed humans mei ek negative element hai aur forex par yeh element hamko kaafi loss deta hai jab hum trading se profit get karte hai tab hamme aur profit paane ki hasrat hoti hai wo galt nhi hai par hum akshar is hasrat ke chale market ke technical respective ko nhi dekhte hai jisse hame loss hota hai.,,,,
                  • #2529 Collapse

                    Forex trading busniss mai greed ke waja sai be apko looss he hota hy tu humin chahye hy k hum looss sai bachna chahty hy tu humin forex mai greeding sai perhaiz karain
                    • #2530 Collapse

                      Ji bilkul ye bat sai greed vs loss. matlb k lalch apko hamsha nuksan he dy ga q k jab insan lalch min par jata h phr wo axhy bury ki tmeez ni krta isliy lalch ko buri bala kaha gia h .
                      • #2531 Collapse

                        Lalach kisi b kam ma ho to us ma aksar loose hota ha ha same isi tarah agr ham forex ma b greedy hn gy to hamko nuqsan he uthana pary ga
                        • #2532 Collapse

                          hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur rules ko follow kar k hi trade kar sakty hain aur hamain demo main practice karni ho gi ta k achi trade karny main mushkil kam ho skay it is best
                          • #2533 Collapse

                            hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur mind ko fresh kar k hi hum achi trade kar k sucess ho saky gay aur profit hasil ho skay ga
                            • #2534 Collapse

                              hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earning kar skay aur trend ko use kar k h trade karni ho gi ta k earn kar skay aur planing kar k hi hum achi trade kar k profit hasil kar skaty hain aur sucess hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2535 Collapse

                                Forex trader kay greed aik bohat buri cheez hay ye aik expert trader ko chand dino main upar say neechay la sakti hay aur esa honay main pata bhi nahi chalta jesa kay koi bhi trade agr profit main chal rahi hoti hay to mazeed profit hasil karnay kay chakr main loss kar bethtay hain lehaza greed say hmesha bachna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X