Forex Trading main Greed 9.99% huti hai,.,.,.Do you Agree???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    han taqreban itni hoti ho gi wasay ye waqai aik bari reality hay is kam kay hawalay say kay is kam ko karty huay insan kay andar greed bohot ata hay or wo aik hi waqat me ameer hona chahta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      chiye bry se bara trade ho wo b agr greed kry to loss ho jata ha greedy is a course aagr mehnat se earing krin to hum sucess ho skty hain
      • #18 Collapse

        Dear according to me Forex trading may greediness to her trader may hoti hay bus kese may zayda hoti hay and kese may kam and greedy hona bori bat nae hay but over greediness is dangerous for trading and mostly eshi ki waja say loss hota hy and mujy bhi kafi dafa just greediness ki waja say loss howa hy
        • #19 Collapse

          G han forex main greed bohat zaida hai is liye log forex ko join kartay hai or greed ki waja se apna loss kar letay hain forex main greed se ap kabhi bi successful ni ho saktay...
          • #20 Collapse

            Dear mere khyal main forex main aap k pass kuch tu greed honi he chahiye yani k jo aap ka target hota hai uss ko achive karny ki koshish karni chahiye aur haan iss main aap ka jo target hota hai wo itna zeda nhi hona chahiey.
            • #21 Collapse

              yes my dear i am agree with you ,,lalach hmysha buri bhala hota he ,,greedy kr k insan muun k ball girta he or zyada khaty khahty thori se b jata he or ye misal aksar hamry bary log detyn han so humy is se avoid he rehna chaye or jitna easy kama sky usi pe guzara krna chaye,,,
              • #22 Collapse

                human being is made with greed so it is true that every body wants to get profit so it is sure and true that every body have greed to gain more and more profit so we cannot deny to that as it is very clear so if any body do not want to profit so may be he has no greed. thank you
                • #23 Collapse

                  greed aik aisi cheez hay jo her shaks ko hoti hay magar ap ko yeh pata hona chaye k forex per agar ap greed mein akar kam kartay hein to phir apko loss hoga or ho sakta hay k apka acount bhee wash hojaye is liye care full reh kar work karna chaye.
                  • #24 Collapse

                    hai g sai kahty hai ap k pakistan m acadmies honi chahiye jo humy forex se related learn krway aur zayada se zayada earn b.first to is se hum apne country ki currency approch ker jay gyi aur humre halat b sai ho jay gye aur har wo kam ker pay ga jis ko kahhi b job nai milti is se humy bhot benifit ho ga aur hum b win kry gye aur our country to proud of all pakistan in every country.yes it is very good idea that in pakistan there should be learning academies and colleges who teaches us about forex trading, from there we will get training about forex trading and then we will able to do real trading in the forex and then we will earn the money to make our life comfortable, so it is good idea.
                    • #25 Collapse

                      forex trading man greed waqai bht hoti ha or ap is se bdi mushkil se bachte ho ager ap analysis kr k or target set kr k chalo tou may be ap greed se bech sko kum k yeah bht hamrfull hoti ha or trader k account b washed kr deti ha men isliye kahum ga k hamain greed se bachnaa chaiye or nhe kr skte tou kosish lazmi krni chaiye greed ap ko finised kr deti ha
                      TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                      • #26 Collapse

                        sahi keh rahay ho bohat se log yeh business join he greed ki wajah se kartay hain lekin un ka yehi greedy behaviour unhain loss kay kareeb lay jaata hai isi liye yahan greed se bachna chahiye aur kam profit se he khush rehna chahiye
                        • #27 Collapse

                          i thin new trader me ye zyada hy or senior trader me greed kam hota hy q k un ka kafi experience hota hy is lye wo apny experience k hisab sy hi trade lagaty hen
                          • #28 Collapse

                            yes i agree with you that when we see that market fluctation is quick then we take decision of opening new positions but actually that is our wrong decision and this is too harmful for our balance, 9.99% greed is available in the forex trading we should have to remove this forever to come successful trader of the forex.
                            • #29 Collapse

                              greed to har koi karta hai trading mein naa chahte hue bhi and forex mein trading karna bewaqoofi ka kaam hai kyun k greed ki wajah se aapko bhaar loss ka samna karna par sakta hai is lye trading mein greed ko throw out kr dena chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai ye aik aisa kam hai jis ko agar greed k bager kia jaye to is main faida hota hai nahi to ham greed k chakkar main apna hi loss kar letay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X