Forex Trading main Greed 9.99% huti hai,.,.,.Do you Agree???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes greed ki waja se aksar profit haath se chala jaata hai traders ko chaye k apne capital k mutabiq profit ko target karain yani kam capital hai to kam profit and agar huge capital hai to big profit target karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Every body try to perform he greedy because every person want the money. So that we can say greedy peoples are 99% in this market. This iscthe ain reason that peoples are losses there money in this market.
      • #168 Collapse

        app ne akk ashi bat i he or me app ki baat ko agree kerny ke sath sath like b kerta ho kiun ke paksitan forex forum per gred hoti hai or bohet se llod pakistan forex forum per greed ki hi waja se pakistan forex forum epr loss hoty hai or app ko paksitna forex forum epr greed nahi kerni chchye kiun ke pakistan forex forum per je rules ka khlaf hai..
        • #169 Collapse

          dear main aap ki baat sy agree hun k bhaut sy log lalach main aa kr apna kafi loss kr letay hain is leyeh aap us waqt tk aik achy trader nai ban sakty jb tk k aap lalach pr kaboo nai pa lety aur aap k andar mustakil mizaji nai aa jati is leye koshish krain k aap ny jo target set kia hy us pr sakhti sy amal krain
          • #170 Collapse

            dear friends mery kheyal mein humein tarding mein greed nai karni cahiyeh q k greed wala kabhi b kamyab nai ho sakta hey humein greed ko side pey rak k kam karna q k greed ki waja sey sirf nuksan he hota hey.:(
            • #171 Collapse

              کام کرنے والے لوگوں میں سے جانتے ہیں اور اچھی طرح سے عظیم کام کی طرح جانا جاتا ہے کہ سب سے بہتر اور سب سے بڑا راستہ ہے جس طرح ہم کام کرتے ہیں اور کی مارکیٹوں کو سمجھنے کے لئے بہتر ہونا پڑے طرح ہم نے ہر میں فرق ہے جب سمجھنے کے لئے ہے
              • #172 Collapse

                forex mein greed hoti hai lakin yeh rules kay khilaaf hai ager trader experience banany mein greed kery tu yeh bhot acha ho ga kyn kay uss say say woh profit bhot bana sakta hai
                • #173 Collapse

                  dear i thinks
                  forex trading business me greed 50% hoti hy log isi greed ki waja sy to loss uthaty hen is liy bhai forex trading business men greed sy avoid karny ka kaha gaya hy................................................ ...........
                  • #174 Collapse

                    Gee haan men agree kerta hun forex trading men greed ka unsar bht zyada hota hy yhi wjeh hy k logon ko loss hota hay agr koi apne emotions pe control kr le to koi bhi msla nhi rhega .
                    • #175 Collapse

                      nahi yar bro ma apki is bat agree nahi krong ga kay forex trading ma greed 9.99 % hota hai kyun kay ye business hai or ak business ma loss or profit kay chances 50 , 50 hotay hen , han gread ka dar zaror hota hai per aisa nhi hai kay gread hota hi hai yar
                      • #176 Collapse

                        Forex trading business main log boht ziada gred krty hn aur is main kabi kabi to greed chal jata hy aur kbhi is greed se loss ho jata hy forex main greed se avoid krna chahye qk is se boht bara loss bhi ho sakta hy.
                        • #177 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: iphone پيغام ديکھيے
                          :( friends ,,,!
                          mere mutabik forex main greed bhut ziada huti hai.,Bhut se log GReed main akar apna profit khoo dete hain,
                          kiya ap agree hu mujh se:confused:
                          g bhai forex may 9.99% greed hota hay agar greed na ho to koi bhi kam nahi ho ga waisay to greed nahi karna chahiay OFerx may jo greed karta hay us ko loss ho jata hay kio kay wo sahi time nahi dekhta ahy trade kar deta hay
                          • #178 Collapse

                            yes dear you are right forex me greed bht zada hai traders ko pata hai k greed bht dangerous hai forex me but wo phir bhi greed se door nahi reh pate aur aksar apna sara balance greed ki waja se loss kar dete hain.
                            • #179 Collapse

                              Forex ma waqi greed ki waja se loss hota ha lekin is ma % wali koi bat nai hoti ha k itni hoti ha ya itni hoti ha, bus aik chez ha k greed is greed , and bad thing , you should avoid it.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: iphone پيغام ديکھيے
                                :( friends ,,,!
                                mere mutabik forex main greed bhut ziada huti hai.,Bhut se log GReed main akar apna profit khoo dete hain,
                                kiya ap agree hu mujh se:confused:
                                Ap ki ye baat bilkul thek hai,,jo bhi bnda forex join krta hai us k zehen main yehi hota hai k main forex se ziada se ziada paisa earn kru,,lekin greed shuru main i think bht ziada hoti hai bt jese jese ap forex main time guzarte hain learn krte hai to ap ko greed k side effects smjh ane shuru ho jate hain,,greed se ap thora bhi loss kr jate hain greed ko avoid krna chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X