Forex Trading main Greed 9.99% huti hai,.,.,.Do you Agree???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    g han bilkul forex trading me jab khas kar new traders ko profit hona start hota hay to wo greed karna start karty hey jes ki waja se un ko loss ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      True. But not exactly because i think greed is not only 9.99 percent. It is more than 80 percent for a common man. We do trade to earn. So how can we say that we should totally eliminte it from our minds.
      • #213 Collapse

        ex trading market that there is 80% trader are losser of this trading market and i also belive that in Forex trading market must be needs in stragy. i have a idea that every kinds of trader are very attrctive in knowledg.karwana chahty hai ya daily withdraw karwana chahty hai agar ap chahy to ap apna profit Forex se daily bhi withdraw karwa sakty hai lekin agar ap ko profit utna he withdraw karwana chahiye jitna ap ko chahiye or baki Forex me mojood rehny de ta k ap us se trading kar k or profit hasil kar saky or us ko bhi withdraw karwa
        • #214 Collapse

          G han dear app ne bilkul sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me greed bht hota ha hm se kyun k ye aik asa business ha jis me hm kam waqt me zyada profit hasil kar sakty hain js ki waajh se hm is business me greed se kam lainy lag jaty hain
          • #215 Collapse

            forex trading mai bhai jaan waisay b humay lalach say just much loss he hota ha is waja say humay lalach to har kaam mai neh karni chaiey is mai humay apni galtio say learn karna chaiey kiu k agr humne apni galtio say learn kia to hum us say kafi kuch learn b kar sakte hai and trading mai success b kar sakte hai
            • #216 Collapse

              greed to har insan ki fitrat hai magar is par qabu pana to apney bus ki bat hai to q na is ko ignore kia jae jo nuqsan day.
              • #217 Collapse

                g han forex per hum jab bhi kam kary to greed na kary q ky ye ek acha kam hai greed ek boht bori adat hai jo har insan kam kar sakta hai q ky greed karna boht bori adat hai jis sy hum ko loss bhi ho sakta hai es lyi hamein greed bhi nhi karna cahye
                • #218 Collapse

                  asslam o aliumk daer yes dear ma ap say concur ho is actually kam ma bohat say Sign greed karty ha or perhaps apnay earnings ko loss ma change kar latay ha or perhaps mauos ho jata ha or perhaps will be kam ko chor info ha at ko asay nahe karna cahhy balky from ko cahhey kay wo lalch say jitna bach sakta ha otna bachy
                  • #219 Collapse

                    Sab se ziada losses log greed ki waja se hi karte hain, agar hum apni greed par qaboo pa len to kabhi bhi barey losses na karen.
                    • #220 Collapse

                      Forex me greed to trader pe depend kerti hai.trader jitna greedy ho ga utna he loss bear chance bhi zayada hoga.Ager capital zayada ho to greed bilkmul nahi kerni chahiye,normally log jub aik time pe super profit lete hain to greed barh jati hai aur wo risk lena shuru kerte hain.
                      • #221 Collapse

                        ha gredd forex mai hotih zaror hai par ye ak qualitative data hai es koap count nahe kar saktya hai k yani par es se profit ya loss be possible hai
                        • #222 Collapse

                          yes 100% sahi keha ap ny gready log forex m sabh sy zaidh loss krty hy woh marekt ko apni hassab sy challana chehty hy , market k sath nhi chalty k market kakya trend hy or humi kya krna chey bass woh lalach mey aaker lot size zaidh laga kr apna loss krty hy
                          • #223 Collapse

                            waisy main is bat se agree nahe kar krata k forex trading main greed ki koi percentage hoti hai. q k greed trader ki apni soch p hota hai. or sary trader greedy nahe hoty . q k market kis b waqat resver ho sakty hai is lai lazmi hai k greed na karain
                            • #224 Collapse

                              I totally agree with u,when greed comes,a person wants more profit,he becomes greedy which leads to drastic decisions by which the profit he is earning turns into a loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                G bhai mai apsa bilkul agree kerta hun ye busniss easa he hy jis mai zaida sa zaida ke chahat hoti hy or humin pata be nai chalta k hum lalach ker rha hy baz time humin looss be ho jata hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X