RSI Indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI Indicator
    Aslam o Alaikum piary dosto main apko kuch RSI indicator key bary main batata hon. RSI se benta hey Relative Strength Indicator. Yeh humain market ka trend batata hy. Is main 0 se 100 tek level hota hey jeb keh iski by default level 30 aor 70 per set hota hy ager market ka flow70 ko cross kerta hy to yeh overbaught ko show kerta hy jahan se maximum market reverse kerti hy aor jeb market ki 30 ko down main corss kerti hy to iska matlab hy market oversold main hy jahan se yeh wapis buy main jati hy. Yeh point zehn main rukhain koi bhi indicator 100% perfect nhen hota is liey apnay experience ko bhi medenazer rakhna chaey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے

    Hamen kissi bhi indicator pe apni trades ko depends nhi krna chahiye q k jab ham apni trades ko fully tor pe kissi bhi indicator pe chor dete hain to hamen kabhi bhi achay results nhi mill sakte hain
    Aur jahan tak RSI ki baat hai to ye hamen raging market men to faida deta hai but jab market aik trend men move krne lagti hai to uss waqt iss se hamen koi faida nhi milta hai isliye hamen Rsi pe bilkul bhi trust nhi krna hai
    • #3 Collapse

      bhai ap ny boht achi post ki hai jis main ap ny RSI indicators k bary main hmain explain kiya hai or hmain apny expiernce se agah kiya hai tu jesa k hum apni trading main jo indiactors ue kary hain wo market k trend ko find out karny k liye use karty hain esi trah hum RSI indiactors ko use k market ko chek kar skty hain or yah bat bhi sub janty hain iondicators hmary lye aik andazy ka kam karty hain es ko use karny k bad apny expiernce ko bhi madh e nazar rakhna boht he zezyda zarori hota ha ta k apko loss na ho apkiu trading main
      • #4 Collapse

        RSI sirf overbought or oversell k liye use hota hai like ager market overbought hai to wo 70 se up jayge and its mean k ab ye ksi b time nechy asakti hai or ager oversell ho toh ksi b time up askta hai lekn akhir me phhr wahi kahunga me k ye sirf apko trend ki direction decide krny me help dety hain na k signal dety hain apko.
        • #5 Collapse

          G haan ap nay bra acha brief kea ha RSI indicator k baray aur me kafi hepl leta hun ic say mujhay market ka kafi idea hota ha ic say lekin me samjhta hun aik indicator pay fully trust krna safe nai hota sath main aik indicator aur aur sath main acha analysis bhi ehm hota tb apko aur bhi clear ho jata ha descion lena k ab sell ki trade ban rahi ha ya buy ki. So RSI bahut acha indicator ha jis say market k overbought ya oversold ka pta chalta ha aur trade lganay main kafi help ful hota ha.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: RSI Indicator

            forex mai rsi indicator ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain lakin agar hum si mai 100% indicators py itabar kary gy toahmy loss ho ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota

            اب آن لائن

            Working...
            X