Aslam o Alaikum piary dosto main apko kuch RSI indicator key bary main batata hon. RSI se benta hey Relative Strength Indicator. Yeh humain market ka trend batata hy. Is main 0 se 100 tek level hota hey jeb keh iski by default level 30 aor 70 per set hota hy ager market ka flow70 ko cross kerta hy to yeh overbaught ko show kerta hy jahan se maximum market reverse kerti hy aor jeb market ki 30 ko down main corss kerti hy to iska matlab hy market oversold main hy jahan se yeh wapis buy main jati hy. Yeh point zehn main rukhain koi bhi indicator 100% perfect nhen hota is liey apnay experience ko bhi medenazer rakhna chaey.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим