Trading mein khud per aitemad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein khud per aitemad
    Mere experiance kay mutabiq hamesha humain apni strategy ko use kartay huay trade karni chahyea sirf start kay kuch din hum apnay teacher sae kuch guide lae saktay hain baqi hum bilkul independant ho kay iss mein kaam karna chahyea kyun kay her account ki different condition hoti hai aur ho saktay hai kay jab hum kisi ki strategy ko copy karain tou hum buri tarah naakaam hoon aur humara account bhi wash ho jaye
    THANKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ab forex mein yeh sahulat bhi mil gae hai kay hum kisi senior ki trade ko copy bhi kar saktay hain aur kisi ki strategy ko bhi use kar saktay hain lakin iss sae hum mein khud aetimadi paida nahin hoti aur iss sae bazz aukaat nuqsaan bhi bahut ho jata hai iss lye humain apni trade khud sae manage karni chahyea ta kay hum mein confidence paida ho jis sae humara experiance bhi barhay ga
    • #3 Collapse

      Jee haan bhai ji aap ki baat bilkul theek hai hame aapni banai hui strategy par hai trading karni chahiye without kisi ki help liye kyonki jab hum ye kaam seekh jaate hain to hame apna mind he hai aur self confidence he hai jo hume isme mazid promote kar sakta hai baki hum agar kisi se help lenge to us main thori difficulty ho sakti hai..
      THKS
      • #4 Collapse

        forex trading main itamad ya confidence ki bahut ziada importance hy lack of confidence ap ka profit kum ker sakty hy sometime aisa hota hy ke hum trade lagaty hn lkn itamad ki kami ki waja se kum profit per hi close ker daity hn jis ki waja se profit kum hota hy jub aik trader main confidence ho ga to us main risk lainy ki power bh ziada ho ge
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Khud aitmady tb paida hogy jb ap ko apne ap aitmad hoga pora confidence hoga ap jb b koe kam shro krte hu apko us m itna sure hona chaeye k mera ye kam sahe hoga or forex m b ye cheez he ap apni strategy use krte hu ap apne ap pr aitmad rakhte hu k m success hoga to definately ap us m kamyab hogy
          • #6 Collapse

            Forex trading mein successful honay k liey zroori hy k pehly knowledge hasil kiya jaye phir mehnat k sath demo account ki practice ki jaye ta k real trading mein confidence bn saky jo k bahot zroori hota hy
            • #7 Collapse

              Jnb apki bat bilkul thk hy me yei kahun ga k apny teacher aur seniors k experience zrur len us sy buht faida ho ga aur jb hmy trading py kch aboor ana shuru ho tu tb hm apni strategy aur planning use krty hoy trade kreb is sy hmy trading ka confidence mily ga jo k professional trading k lye buht zruri hy. Dosro ki strategy ko agr copy paste krty rhy tu ye hmari kamyabi k lye permanent solution ni hy. Hmy apny andr confidence develop krna ho ga.
              ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
              • #8 Collapse

                forex trading main hum khud par aiktamad tab he kar skty hain jub hum trading main apna expiernce gain karty hain q k jis trador k pass knowledge kam hota hai wo sub kuj karny k bad bi dart darty trading kary ga tu jo bhi ho jay apny ap par bharosa rakhen or khud he apni trading ko mange karna chahye ta k apko apni trading main confodence bahal ho saky
                • #9 Collapse

                  Aslamoalikum dears friends..........
                  forex trading mn hm khud par aitamad tab he kar skty hin jub hum trading main apna expiernce gain karty hain q k jis trador k pass knowledge kam hota hai wo sub kuj karny k bad bi dart darty trading kary ga tu jo bhi ho jay apny ap par bharosa rakhen or khud he apni trading ko mange karna chaye takeh apko apni trading main confodence bahal ho saky aur trading Kliya hmen demo account par ziyada sy ziyada kam karna cahiya
                  • #10 Collapse

                    Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager apni aik strategy bnaye aur apni knowledge aur experience ka istimaal kary to hamy kabhi bhi lose ni ho ga butt apko forex ke har movement ka andaza hona must hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein khud per aitemad

                      forex mai hamy kud py atmad kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain lakin agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein khud per aitemad

                        forex aik online business hain is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik real or kabe be bad na hony wala business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein khud per aitemad

                          hamy kud py atmad kar ky trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar saky hain is mai hamara koi boss nahi hain forex aik real or big business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein khud per aitemad

                            forests provide karne ka plan hai ke aap Log Yaha par apni skills ko develop karne moving average ke sabse kam Kare market Mein sports and resistance level ka Mukammal Nazar Rakhna Aapke Paas Hai sara kaam ho jayega aap log working yeah Speed ke saath kar sakte hai market Mein analysis system nikalne ka accha method aapke paas aana chahiye jisse aap kaun ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein khud per aitemad

                              Confidence bilkul hona chahiye kyon ke agar AP ko knowledge hai lekin AP ko hosla hi nahi ke trade Kar saken to AP earn nahi karain ge kyon ke AP trade hi nahi Kar pate

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X