Pending order ka option
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pending order ka option
    Mein nay aik baat note ki hai pata nahin aap log agree hoon gay ya nahin woh yeh hai kay forex trading kay lye hum agar market ko analyze kar kay H4 time frame mei aur uss kay baad aap pending order laga dou tou mere khayal mein yeh strategy aap ko profit dae sakti hai mein nay aisa kar kay profit hasil kya hai aap bhi yeh tareeqa azma lo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
    Mein nay aik baat note ki hai pata nahin aap log agree hoon gay ya nahin woh yeh hai kay forex trading kay lye hum agar market ko analyze kar kay H4 time frame mei aur uss kay baad aap pending order laga dou tou mere khayal mein yeh strategy aap ko profit dae sakti hai mein nay aisa kar kay profit hasil kya hai aap bhi yeh tareeqa azma lo
    G Brother aapki baat kissi had tak darust hai agar ham h4 pe achi practice kr len aur iss ke trends ko smajh paen to hamen apne pending orders ko h4 pe rakh lena chahiye
    Main khid h4 ka time frame hi use krta hoon aur mare khayl men hamen iss time frame se bahot hi achay results milte hain
    • #3 Collapse

      Ap ne sahi notes kiya hai market main kuch time frame hote hein agr hum 4h ka time frame check krein ur os k mutabiq pending order set kr lein agr kisi ko pending order ka nai pta hai to demo account main pending ki practice krein sell limet ur buy limet ko be demo py use kren
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai pending order ka bahut zayada faida hai iss sae hum loss sae bach jatay hain kyun kay order uss waqt open hota hai jahan hum nay market kay analysis kay mutabiq peak ya bottom point select kya hai aur jahan sae market kay revert honay kay chances bahut zayada hotay hain
        • #5 Collapse

          B bhai pending order ka option mojood hai. Ap ne sahi kaha hai ager hum 4hrs ka time frame lagaty hain. Aur pending order laga dety hain to market jab us level per punchti hai to automatically ap ki trade lag jati hai. Try kerni chaye.
          • #6 Collapse

            forex trading mein kam ker k hamain pata chalta hai k es mie aik option pending order ka bee hota hai yeh hum us waqt set kerty hien jab hamain es mien a ker pata hota hai k market falan point tak jay gi or wahan per say hamri trade open ho jay.
            • #7 Collapse

              Re: Pending order ka option

              forex trading main pending order ki sahulat humary pass hoti hay esko use karty huway hum market main agar online nahi bhi hay to trade place kar sakty hay wo aisy he hum market ki price set kar daity hay pending order main aur jab market us price par ati hay to humara order open ho jata hay aur humari trade lag jati hay us say
              "The mind is everything, What you think you become"
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Pending order ka option

                Trading k doran yeh aik bahut acha option k pending order lga dain jb price us level ko touch kray gi to apki trade open ho jaye gi ic men hmain bar bar market daikhnay ki zarurat nai parti so me samjhta hun yeh aik bahut ach option ha aur icko lamzi use krna chaeay.

                اب آن لائن

                Working...
                X