Mein nay aik baat note ki hai pata nahin aap log agree hoon gay ya nahin woh yeh hai kay forex trading kay lye hum agar market ko analyze kar kay H4 time frame mei aur uss kay baad aap pending order laga dou tou mere khayal mein yeh strategy aap ko profit dae sakti hai mein nay aisa kar kay profit hasil kya hai aap bhi yeh tareeqa azma lo
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим