Kafi dafa traders kay sath yeh hota ha ke Forex trading mai indicators traders ko ghalt signals b daay daite han. jis ke waja say woh traders jo indicators kay signals ko blindly follow karty hain woh trade open kar kay apna loss kar laite hain. indcators ke b apni limitations hoti hai aur kafi dafa in kay signals market ke movement kay hisab say bohot ghalt sabit hoty hain.
iss baat ka andaza iss baat saay b laga lain ke ager app kafi saray indicators aik sath check karin tu woh aik dosray say mukhtalif signals daay rahy hoty hain.
iss liye ager app indicators ko blidly follow karin tu yeh achi practice nai ho ge. iss kay bajay traders market mai apna analysis karin aur indicators ko trade ke confirmation kay liye use karin tu woh best rehta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим