Trading mai Indicators per bohot ziada he depend na karin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai Indicators per bohot ziada he depend na karin.
    Kafi dafa traders kay sath yeh hota ha ke Forex trading mai indicators traders ko ghalt signals b daay daite han. jis ke waja say woh traders jo indicators kay signals ko blindly follow karty hain woh trade open kar kay apna loss kar laite hain. indcators ke b apni limitations hoti hai aur kafi dafa in kay signals market ke movement kay hisab say bohot ghalt sabit hoty hain.

    iss baat ka andaza iss baat saay b laga lain ke ager app kafi saray indicators aik sath check karin tu woh aik dosray say mukhtalif signals daay rahy hoty hain.

    iss liye ager app indicators ko blidly follow karin tu yeh achi practice nai ho ge. iss kay bajay traders market mai apna analysis karin aur indicators ko trade ke confirmation kay liye use karin tu woh best rehta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G janab forex mai indicators par kafi kuch dhykna hota hain ky indicator sy klafi kuch faida hasil ho saky or forex mai yay chex sab sy zyada benifit dyti hy ky ap ka levarage kafi high hona chahyay agar ap ki trade zyada efeect able nai hy tu ap ko kuch hasil nai ho sakta hain.
    • #3 Collapse

      jesya k hm sub janty hen k forex boht hi wasee hy es m koi b sucsecs Etni asani sy hasil nhi kr sakta es liy hmy levreag indicator pr zyada b belive nhi krna chahiy q k market ki movement ko smjhna Etna b asan nhi es liy indicator hr bar ap k liy right signal nhi hy its tru .
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading main indicators par depend karty huway trading karen gay to humari trading tab he achi ho sakti hay jab hum en sab indicators ka sahi say use karen gay aur humay en ki setting bhi aisi karni chahiye tab he hum market main bohat achi earnign kar sakty hay aur safe reh sakty hay
        • #5 Collapse

          G bhai bilkul sahi kaha ap ny keun k indicators py depend krny sy na to confidence bamta hy aur na hi experience keun k in 2 qualities k bagher trading mein successful hona impossible hy isliey koshish krein k apny analysis ko importance dein na k indicators ko
          • #6 Collapse

            gee brother aap nay sahi baat ki hay kay hmaain indicators ko blindly nahiin follow kerna chaahiye daikhain simple see baat hay indicators aik program ya machine hain unhon nay wohi signal dena hay jesa kay unn ko design kiya gaya hay to aap ko apni kuch khud common sense istemaal kerni chaahiye or khud analysis kerain market ka indicators say idea laiin but fully unn per depend nah kerain aap.
            • #7 Collapse

              ager ap indicator pay depend kerty hien to yeh cheez theek na hai q k hamain sirf or sirf khud say analysis erna hota hai jab hum theek say analysis kerna seekh lety hein to earning krna kio mushkil bat na hai es lye her bar apn skills ko improve kerna chahye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai Indicators per bohot ziada he depend na karin.

                forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apnbe zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain

                اب آن لائن

                Working...
                X