Trading k time emotion control ke liye kia karin ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k time emotion control ke liye kia karin ?
    trading kay doran ziada tar traders ko yeh masla lazmi hota hai ke emotion per control na honay ke waja say aksar achi achi trade kay baad ya phir loss karnay ke baad over excited ho kar ya jazbati ho kar baghir analysis ke sirf emotion ke base per trading start kar daite hain jis say loss aur b barh jata hai.

    app kay khayal mai emotion control karnay ke liye traders ko kiya karna chaiye jis say emotions ke waja say trading mutasir na ho ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear apka question acha hay sabak amooz hay trading kartay wakt emotions wahi kartay hain jo new traders hain ya jinahin pehli daffa profit hota hay ya jin k pass knowledge bilkul he nai hota hay hamain in baatonsay bilkul avoid karna chaye is main na hamari success hay na hamain aisi baatonsay earning mumkin hay aur na in main hamari respect hay so jo achay traders hain unki nazar main emotions ki koi kadar nai hay wo sirf knowledge ko he aehmiat daitay hain jo sab say best hay.
    • #3 Collapse

      emotionally hona bhallay wo trade lagatay huway hona ya trade laganay kay baad profit ki surat mei over excited hona dono conditions aap ko loss de sakti hay loss honay pe bhi control karain khud ko aur loss ko kabool kar lena chaiye takay next achi planning se aap trade kro loss ko bhi cover karo gay emotions pe control na karnay ki surat mei siway loss kay kuch nahe milta
      • #4 Collapse

        Dare Sabar Ek bahut acchi Cheez Hai trading Mein Jis Bande ke andar Sabar nahi hai vo acchi trading nahi kar sakta. Main manta hoon Ke Jab Banda nahi nahi trading Shuru Karta Hai To wo Apne emotions pe control nahi kar sakta. Agar aap apne emotions pe control nahi karoge Sabar nahi karoge to result main aapko loss hoga to behter Yehi hai ke aap Sabar ke sath Aur itmenaan Ke Sath trading karo tha ki aapko profits zyada se zayada ho
        • #5 Collapse

          Mmber best question kiya hy ap ny kai bar esa hota hy aur mere sath bhi esa hota hy emotions mein a kar tottal loss kar deta hon is ka koi hal ni hy mere khyal mein bus khud agar kisi traha sy control kiya jaye khud per to he kuch ho sagta hy baki shortcuts koi ni hein emotions ko control karny k khud ko convence karna bada mushkil hy
          welcome to pak forum
          • #6 Collapse

            trading k doran emotions control karny k liye apko chachiye k trading ko kaam ki trha kary or mind ka use kary k agar trading open karni hai to experts or news us bary me kya kehti hain or phir hi trading open kary.
            • #7 Collapse

              Aslamualaikum ye problems i think tmam traders k sath hota hy trading k doran emotions per control na hona ziada profit or loss dono soorton main humain apne emotions per control ni rehta hy jis k lie bht zaroori hy k hum emotions ko control krain jaisay apna specific profit lainay k baad ziada over confident na hon or phir loss hone ki soorat main emotional ho ker trading ko chorne ki na sochain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading k time emotion control ke liye kia karin ?

                jab b hum market main kam karty hain to is main kafi learning kar kay kam karna ho ga kun kay market main humain emotional ho kar kam karny say kafi loss ho sakta hay jaisa kay agr hum fear fee karty hain kay humain ziada loss hi hoi ja raha hay or humainprofit hasil nai hoat hay to is main trade colse karty hain to loss hi hoga bss

                اب آن لائن

                Working...
                X