trading kay doran ziada tar traders ko yeh masla lazmi hota hai ke emotion per control na honay ke waja say aksar achi achi trade kay baad ya phir loss karnay ke baad over excited ho kar ya jazbati ho kar baghir analysis ke sirf emotion ke base per trading start kar daite hain jis say loss aur b barh jata hai.
app kay khayal mai emotion control karnay ke liye traders ko kiya karna chaiye jis say emotions ke waja say trading mutasir na ho ??
app kay khayal mai emotion control karnay ke liye traders ko kiya karna chaiye jis say emotions ke waja say trading mutasir na ho ??
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим