Market Liquid condition

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Liquid condition
    Liquid market condition jab be ho to esy time me trade open karny ki koshish nahi karni chaye es ki waja ye hay key jab be market liquid condition me ho gi to esy me trades place karna bahot hi zeyda loss de sakty hey, market key normal halat me any ka wait karna chaye aur news par hi depend karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai market ki liquidity condition mein kabhi bhi trade open nahin karni chahyea kyun kay uss waqt kuch oata nahin hota kay market kis taraf move kar jaye iss lye uss waqt tak wait karain jab tak market kisi aik direction mei kam sae kam 200 pips tak move na kar jaye
    • #3 Collapse

      Bhai apki bat bhi kisi hadd tak thek hai k agar new trader ho to is condition mai trade mai karni chahiye q k experiences kam honay ki waja se loss ho sakta hai lakin expert trader is condition se bohat ziada benefit lay sakty hain.
      • #4 Collapse

        Bahi ap ki bat s agree krta hon liquid condition mai market mai entry lana bohot bara risk hai or is mai loos ka chances zyada hota hain is lia market ko normal halat mai ahna dain tab market mai entry lain kiun ka market jab liquid condition mai ho to ap ki trade tukka pr laga gi is lia wait karain or market ko apni normal halat mai ahna dain or soch samaj kr entry lain
        • #5 Collapse

          yes dear ap ki bat theek hy waqi hamyis bat ka khiya l rekhna chahiya or yi koshish kry ky jab bi ap ko trade kerni ho pehly ap market ko analysis kry tabhi phr us pair mai trdae ly or jo ap ki bat ky jab bi market mai liquidty ho trade bikul nahi lyni chhiya tu hi behtr rahy ga ager ap ky pas us cheez ki knowledge nahi hy ap ko risk nahi lyna chahiya.
          • #6 Collapse

            Aise condition jis mein market ki koi samajh na aa rahi ho kay market kis taraf move karay gi iss situation ko market ki liquid condition kehtay hain aur aise surat mein koshish karain kay trade open na karain kyun kay aise condition mein loss kay chances bahut zayada hotay hain
            • #7 Collapse

              forex market ka agar hum sahi say mushahida karen gay to he humay market main achi earning mil sakti hay aur humay chahiye keh esmain short cut bhi use na karenn kyun keh esmain bohat tezi hoti hay ain rules kay mutabiq he market main hum trade kar kay us trade say profit earn kar sakty hay aur kamyab ho sakty hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Market Liquid condition

                forex market jab move karte hain to logo ko loss ya profit hota hain is liye hamy is ka tazia ly kar confidence sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex dunay ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hota

                اب آن لائن

                Working...
                X