causes of loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Forex trading mai loss or account wash honay ka mai reason gredd or knowledge ka na hona hota hai jiski wja say trader ko bohat c difficulties ko face b krna prta hai lakin agr inhi cheezo ko ignore krtay huway trading ki jaye to yakeenan trader loss say btch skta hai or kamyab ho skta hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex mai jo main causes hain loss k un mai sy sb sy bara hamara lalach karna hai. ham ko chahiye k ham agar loss sy bachna chahty hian to kabhi b trading mai lalach na karen.
      • #153 Collapse

        Start with one partner to understand well how the characteristics of the pair unag and if it is able to master the characteristics of a currency pair such unag maybe you can switch to the other study
        • #154 Collapse

          jab hum trade main kam karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho skay loss km ho sakta hay to jab hum learning say kam karty hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #155 Collapse

            trading me loss k bahot sary causes esi waja se hoty hey k ham jaldbazi or greed karny ki waja se es business me bar bar apni investment loss kar dety hey
            • #156 Collapse

              han g forex main loss ki kai reason ho sakty hai k aik to yah k few person just forex ki income ko daikh kar forex main enter ho jaty hai . or un ko forex k risk ka nahe pta hota . or mazeed yah bat k forex main ham lalch karty hai or market ki theak andaz main preduct nahe karty to hamain loss ho jata hai
              • #157 Collapse

                Loss ka sub sey main issue lack of knowledge hy. Ziada tar log without knowledge aur learning key forex main enter ho jatey hain aur chahtey hain keh huge profit banayen lekan lack of knowledge ki waja sey loss karwa bethtey hain. Is ky elawa emotions aur greedy bhi enemy hain, over trading aur over confident hona bhi profit ko nuqsan puhanchata hy.
                • #158 Collapse

                  forex trading mien loss hone ke bohat se reasons hote hian aur apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi panic nahi hon aur apne losses ko manage karen.
                  • #159 Collapse

                    hum jab is k rules ko follow nai karty hain tou hi loss hota hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
                    • #160 Collapse

                      Forex market main trade kerty huey loss hamesha apki kisi mistake ki waja sy hota hai ky ya tou ap without any market news or analysis market main trade open ker lety hain ya phir ap analysis ko achi terha read nehi ker paty ky ap trend ky hisab sy bhi trade open kerty hain tou apko loss ho jata hai
                      • #161 Collapse

                        jab hum is k rules ko follow nai karty hain tou hamain is main looss hota hai aur hamain is forex main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay gi aur is forex main earning ho skay gi it is best job
                        • #162 Collapse

                          Forum par Jo loss ke reason hai wo Hamara lack of practicing log apni practice ko complete nahi karte Jiski wajah se unke Paas experience Bhi Nahi Aata aur Nahi Dala jata hai aur jab yahan par kaam karte hain toh result Nahi Milta Hai Ke unko loss ho jata hai isliye aap apni practice ko complete Karke Pyar yahan par kaam kare
                          • #163 Collapse

                            sir forex ma loss ki main waja lalch ha or experince ka na hona ha qk forex ma agar apnay buy ki trade lagai ha or market sell ma chali jati ha jis ki waja say apko loss bhi ho jata ha or lots size ziada laga dety ha islay ma apko yahi kaho ga kay trade laganay say phalay apko lost size kam rakhna chahiye takay apko loss ki waja asay samaj lay k kam ho jay
                            • #164 Collapse

                              Re: causes of loss?

                              Is forex main hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi, tab hi hum run karein ga, a ur hamain is forex main kisi bi waqt trade kar k hi hum kamyb ho sakty hain, aur hamain si forex main bi part time main bi aur full time main bi job kar skaty hain,a ur hamain si forex main bi ksii bi waqt trade kar k hi hum run karien gay, aur hamain demo main practice karien gay, aur hamain si forex main bi trae kar k hi hum hard work kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar k hi hum run karein gy,aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum msucss hon gay,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Re: causes of loss?

                                Is forex main har jeet tou har kam main hoti hai, so hamain si forx main loss say bachny k liye learning karni ho gi, aur hamain si forex k bary main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay, aur hamain si forx main bi greed ko avoid kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karein gay,aur hamain is forx main bi anslye kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi,aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum loss sya bach sakty hain,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X