causes of loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    causes of loss?
    all the senior members of the forum please tell me the main causes of the loss in the forex trading?
    i am waiting for your reply,,,,,,,,,,,,:confused::confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex trading me loss hone ki many cuases hai sub se pehle lack of knowledge hai ke humare pasa trading ke bare me knowledge nai hota hai or hum trading karte hai jis ki waja se hume loss ho jata hai agar knowledge hota hai to hum greed karte hai jis ki waja se bi hume loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Jb hamare pas trading ki achi learning nahi hoti....knowledge nahi hoti...experience aur skill ache nahi hote.....isliye hamen loss hota hai...so pori aur proper knowledge aur experience get karin....greed na karin juld bazi se kam na len tu ap loss avoid kar sakte hain....
      • #4 Collapse

        Dear i think forex main loss ap ko hurry emotion greed or without knowledge or experience ki waja se hota hai agar se sab cheezay learn kar k trading karay tu i think ap ko kabhi loss ni hoga...
        • #5 Collapse

          meray bhai is kam main sab say bari wajah loss ki less knowledge hai agar ap is kam ko seekh kar nahi karogay to ap ko is kam main loss hi hoga or agar is kam main ap lalach lay kar atay hain to ap ko is main bht nuksaan hota hai
          • #6 Collapse

            dear meri nazar ma forex trading business ma loss ka sab sy big loss ki waja hoti hai wo ye hai.
            1.lack of knowledge and experience
            2.greed
            3.emotion
            4.without money management
            • #7 Collapse

              main samjta hoon loss ki waja app ki jalbazi main treding hai kyun ke hum bahut zad aprofit kamane ke chaker main kahb I short cut use kerne ki koshish kerte hain jis ki waja se hum ko loss hota hai
              • #8 Collapse

                meri pehli to ye bat ap ke zehan mein rakh lein mere bhai koi bhi trader ho wo apni Strategy koi bhi nhi btata hy
                wo ye chahta hy ke mein is ke zariye mein lakhon kamaoun
                ap ko kisi achy techer ki zrorat hy
                • #9 Collapse

                  boht c vjuhaat hain jin ki bona py humain loss hota hy jasy k lack of knowladge, timing ki pabandi na krna, palaning na krna, dicpline ko follow na krna, bona trend dykhy trade laga dyna ETC
                  • #10 Collapse

                    asslam o alikum deaar forex ma ham ko loss be hota ha or profit be hota ha is kam ma loss ke waja ya ha 1 hamary pas kam knowledge or kam experinse ha 2 ham is kam ma lalch kar laty ha 3 ham is kam ma jald bazui kar laty ha 4 ham is kam ma copy paste kar laty ha 5 ham is kam ma greed kar laty ha/.
                    • #11 Collapse

                      there are many causes of loss in forex trading. firstly your learning and skills are not much enough to support your trading. secondly you have not much experience about market movement and thirdly your greed make loss alot.
                      • #12 Collapse

                        dear forex trading me loss hone ki many cuases hai sub se pehle lack of knowledge hai ke humare pasa trading ke bare me knowledge nai hota hai or hum trading karte hai jis ki waja se hume loss ho jata hai agar knowledge hota hai to hum greed karte hai jis ki waja se bi hume loss ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Trading main dosto loss honay key wasay to bohat sarey wajhohat hain lakinin mainsab say barey wajha ya ha kay ham trading main lalach kartay hain zayada profit ko hasil karnay key is leya ham is main apna loss kar bathtay hain .
                          • #14 Collapse

                            I think that there is always some loss in trading and we have to learn that and all need a process in learning and we have to be ready and all will be well with the patient and all it took hard work and it's very meaningful.
                            :)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex me loss ki bhut si waja hoti hy, jin ki waja se hume loss bear krna parta hy, or loss ki waja knowledge ki kami, emotions, greed or apny ap pe lack of control jin ki waja se hamari plan amal se sahi nai a pata jis ke wja se hame loss krna par sakta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X