Hum log bara acciunt bana tou letay hain aur phir apna weekly target rakhtay hain jab humara target poora ho jata hai tou hum phir kehtay hain kay big lot kay sath trade lagain lakin aisa karna ghalt hai balkay hum ko chahyea kay hum apni money ko safe rakhain humain kisi bhi waqt raqam ki zaroorat par sakti hai tou hum apna profit nikal saktay hain log apna target poora karnay kay lye baray loss kartay hain aur account wash ho jatay hain iss sae bachnay kay lye hum apna weekly target achieve honay kay baad trade na karain ta kay hum apna profit kisi bhi waqt nikal sakain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим