Apni money ko safe rakhain)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni money ko safe rakhain)
    Hum log bara acciunt bana tou letay hain aur phir apna weekly target rakhtay hain jab humara target poora ho jata hai tou hum phir kehtay hain kay big lot kay sath trade lagain lakin aisa karna ghalt hai balkay hum ko chahyea kay hum apni money ko safe rakhain humain kisi bhi waqt raqam ki zaroorat par sakti hai tou hum apna profit nikal saktay hain log apna target poora karnay kay lye baray loss kartay hain aur account wash ho jatay hain iss sae bachnay kay lye hum apna weekly target achieve honay kay baad trade na karain ta kay hum apna profit kisi bhi waqt nikal sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex.mein lalach.karnay sae baray loss ho jatay hain iss lye forex mein lalach sae bachna chahyea aur koshish karain kay jab humara target humain mil jaye tou uss kay baad profit ko withdraw kar lya karain aur trading ko stop kar lya karain iss tarah humari mehnat zaya nahin ho gi aur humain income mil jaye gi
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
      Hum log bara acciunt bana tou letay hain aur phir apna weekly target rakhtay hain jab humara target poora ho jata hai tou hum phir kehtay hain kay big lot kay sath trade lagain lakin aisa karna ghalt hai balkay hum ko chahyea kay hum apni money ko safe rakhain humain kisi bhi waqt raqam ki zaroorat par sakti hai tou hum apna profit nikal saktay hain log apna target poora karnay kay lye baray loss kartay hain aur account wash ho jatay hain iss sae bachnay kay lye hum apna weekly target achieve honay kay baad trade na karain ta kay hum apna profit kisi bhi waqt nikal sakain
      Assalamu alaikum bhai jaan main aapke Baat se bilkul agree karta hoon Agar Hum Thoda Thoda Karke profit Banaye aur Apna bonus pura months Lal to be became good trader Agar Hum Ek Din Mein achha profit bana le aur dusra Din Apna account Bhaskar wale Yeh achi baat nahi
      • #4 Collapse

        Forex mein Greed sy bohat bara loss ho sakta ha es liye hmein es qisam ky Nuqsan sy bachny ky liye jb hmein hmara profit mil jaye target pura ho jany ky bad to esy jaldi sy jaldi withdraw kr lena chahye or us time filhal ma to yahi samjta hon ky trading to rook dena chahye
        • #5 Collapse

          Actually mostly traders aisa karty hain kay wo jab apnay goals aur targets achieve kar lety hain to wo extra trade karna chahty hain taky mazeed profit earn kar sakain lekin is tara wo greedy ho jaty hain aur loss kar dety hai is liye hamain chahiye apny money ko save karain jo profit ho usko manage karain aur greedy ho kar kabi over trading na karain.
          • #6 Collapse

            g bhai ap ne bilkul thek kaha hai agr ham apni money or balance ko safe rakhna chahty hain to ham ko apni soch ko boht waseeh rakhna pary ga or es k lye ham ko sabar se trading karni hoti hai agr ham jald bazi me profitable trade ko close karty rahy gy to ham long time k lye trading me enter nhi reh saky gy
            • #7 Collapse

              agar hum apni money ko safe rakh kar trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur safe hum kaisy rakh sakty hay wo bhi hum knowledge ko enhance karkay he hum kar sakty hay es liey humay market main ziada say ziada knowledge ko enhance karna chahiye tab he humari trading skill achi hoti hay aur safe reh sakty hay market main
              • #8 Collapse

                g han bhai apki bat bilkul sahi hai or jub koi trador aysa karta hai oski trading main gareed shamil ho jata hai es liye hmain aysa nahi karna chahye hmain aghr aik week main itna profit mil jata hai or hum apna ccount bara bhi kar lety hain tab bhi hmain risk nahi lena chahye q k risk k sath hmara ccount aik jhatky main he wash ho jata hai saber k sath trading karen kbhi nakam nahi hungy
                • #9 Collapse

                  Re: Apni money ko safe rakhain)

                  forex mai hum kam karty hain or hamy bonus milta hain or hum isy with draw karwa ky apne zarorto ko be pura sakty hain or hum isy dobara forex mai invest kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam ke nisbat bohta ache job hain yai aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni money ko safe rakhain)

                    Trading kay liye jab bhi koe new account ho ta hay to us ko sab say pehlay safe kia jata hay kay is main say kitna percent amount per risk lena hay aur kintay percent lena hay. baki sari money is say safe ho jati hay. is liye kay liye stop loss aur risk reward ration ka use kia jata hay. is trah say aik trading account ko safe kia ja sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni money ko safe rakhain)

                      hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus mily ga hamy isy with draw be karwa sakty hain or hum isy forex mai be invest kar sakty forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni money ko safe rakhain)

                        forex mai hum investment karty hain to hamy acha profit milta hain hum isy skills ke madad sy with draw karwty hain or apne zarorto ko pura karty hain forex sy milny wali money ko agar hum safe rahkna chatey hain to hamy forex mai dobara invest kar dene chahey forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X