Greedy traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    jee han janab ap ny bilkul sahe kha ha men ap ki bat sy agree karta hon greedy aik bout hi khatarnak chez ha es sy ager hum treading karen gy to hum forex business men kabhi bhi successful nhi ho sakte hum ko ager forex business men kamyab hona ha to hum ko saber sy or bena greed ky treading karni hoge saber sy ki jany wali tread profit men hi jate ha es ly hum ko saber sy hi kam karna cheye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Ji bhai i also agree with u bilkul thik hy lalach to insan ko tabah kr deta hy lalach boht buri bala hy is se mukamal tor pe bachna chahiye specially traders ko greed karna very dengruos for them boht loss hota hy bad me insan pachtata hy so pehly hi insan ko sabar se kam lena chahiye greed se totally bachna chahiye
      • #318 Collapse

        Forex trading main greed nhe karni chaheay kunkeh greed aap ka sub kuch baha kay lay jay ge aap ko trading kartay waqt patience say kaam karnay ki zaroorat hoati hay aap kissi short cut main nah parrain balkeh experience hasil karrain
        • #319 Collapse

          kaha jata ai k alach buri bla hai isa say forex trading main hamesha say apanain ap ko door rukhana chaiyeh and koshesh ki jaye yah kabi trading k doran ap k nazdeek na ayeh.
          • #320 Collapse

            greedy forex main sub sa bad hain main na dakha hain jab be koi greedy karta hain us ko loos he hota hain mere sath khud aysa hota hain main na jab be zayda profat ka laye laluch kayea tab muje forex sa loos he huwa hain greedy sa bachna ho ga humae
            • #321 Collapse

              forex ki field mey greedy pun boht ziada hy juld bazi bhout hy humey chahya kay hum jub bi trade keray forex ki tow greedy ko apnay sey door rukha jay greedy hota kue hy aus ki waza yahi hy kay jub profit acahy honay lagatay hy tow hum lalach mey a jatay hy ji ski waza sey hum lose ki shape dekhni per jati hy profit ko maintain rukhna be aik ahmait rukhta hy
              • #322 Collapse

                jo traders greed karte hai un ka maqsad unlimited profit earn karna hota hai short time is liye trading karte waqt risk lete hai greed karte hai jis se ziyada traders ko loss hota hai or profit nai hota hai is liye hume greed se door rehna chaiye
                • #323 Collapse

                  Aslam aleikum we should set the target for our daily trades some times market going up more then our desired value so we can go with it to take as much profit as much we can but some time that chance become dangerous so don't be greedy
                  • #324 Collapse

                    Bilkul greedy traders hamesha he loss he kartey hain mien khud bhi kafi ziada greed karti houn jis ki waja sey hamesha he mujhe loss howa hai ziada profit key chakar mein kafi martba aisa howa hai key mera profit to door ki baat ulta mujhe loss he howa hai is mien.
                    • #325 Collapse

                      ye tu mjhy nai pta k koui trader aisa b hy jo k her pip gain krna chahy. . .laikin agr koi aisa krta hy tu wo trading main nuqsaan krwa sakta hy apna. . .forex trading aik makhsoos time main krni chahiye. . .her waqt trade krty rehna munasib nai hy. . .
                      • #326 Collapse

                        jo log forex per trading karty hai un logo ko cahye ky wo lalach ky kareeb bhi na y or lalch sy bachen taky wo loss main na ja saky or jo log apni mehnat ky sat kam kar sakty hai wo log kabhi greed nh kar sakty hai
                        • #327 Collapse

                          Greedy ness my sy ap ko bhot lose ho skta hy trading my agar ap is my acha work kar to is sy ap bhot nice wor
                          • #328 Collapse

                            Forex trading mai bohat sary traders hoty hy jin mai koch apna target rakhty hy daily ka bus usko achive kerty hy lakin koch wo hoty hy jo zaida sa zaida ke pecha bhagty hy ye greedy traders hoty hy
                            • #329 Collapse

                              forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apni greed ko control karen aur is mein ap kabhi bhi ziyada greedy nahi hon is mien tareeqe se trading karenge to ap phir zaroor kamiyab hosakte hian.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                greedy kabhi bhi succes nahi ho sakta hai ye aik real buines shai si ko kahin bhi kiajksta hai ye aik acha buines hai si ko kahin bhi kiajskta hai is ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik real buiness hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X