Greedy traders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    greedy traders yaha pe kamyab nahe hotay hai es mai loss hai bohat so es mai ap kabe be kama nahe pae gay brother es mai ap mehnat se sekh kar kaam kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      we must learn from mistakes and also must be willing to self correction do not let arrogant self ... so that we can berkemban and continues to develop into a better,,, sometimes indeed to control himself was extremely difficult
       
      • #303 Collapse

        Trading business main greedy traders ki koi jaga nahe hy hum iss main tb he kamyabi hasil ker sagty hain ager hum apny emotions ko control main rakhty hoey trading karein gy
        • #304 Collapse

          agara pa forex mein greedy hote hain to apko iska nuqsan zaroor uthana parega kiunke ye bohat hi ziyada riksy business hai aur is mein agar ap greedy hote hain to it means ap apne risk ko aur ziyada barha rahe hain,is liye kabhi bhi greedy na hon.
          • #305 Collapse

            jee bhai app ne bilkul theek kha hai wo log jo greed ko apne aur apni trade k dermin main lai ker ate hain un ko serf aur serf loss he hota hai iss leya hume greed se bach ker rahna chahiya aur greed ko hud se dor he rakhna chahiya ta k akk ache earning ker seke
            • #306 Collapse

              khatarnak bimari hai forex trader k lya kion k is ki waja sa wo loss karta hai aur acha khasi trade jis pa profit aaraaa hota hai us ko losshyn and aik he din mei rich banny ki koshish karty hyn unhen aksar loss ko face karna parta hai so every
              • #307 Collapse

                Aap ne thek kaha hai, mere sath bhi aisa hota hai ke main market return hone se pehle aakhri pip tak ka profit earn karna chahta hoon lekin yeh tareqa ghalat hai, jab hamen pata ho ab market ne return hone ka trend bana lia hai us waqt mazeed wait na karen aur trade close kar den.
                • #308 Collapse

                  g bilkul bhai forex main greedy karna bhot hi buri adat hai aur ak greedy person forex main kabhi be success nahi ho akta hai is lia forex main pehla step yeh hai k greedness se jitna ho sakta bacha yeh saka greding karne se forex ak gambling ban jata hai so aviod greedinnss
                  • #309 Collapse

                    aslam o laiakum meray bahi jaan ajjisnay bhi greedy ki hai forex mai woh unsucces he raha hai usna kabhi bhi succes nahi uthaya hai so humen chaeya kay hum greedy yani lalach na kere tou behter houga thanks
                    • #310 Collapse

                      Forex me boht se greedy traders bhi hote hain jo boht bra risk lete hain greedy traders bina soche samjhe trading krte hain or bad pachtate hain
                      • #311 Collapse

                        Forex me greed nehni karna chahie.Jyadatar trader forex me jyada profit ke chakar me greed karte he or akhir me unhe loss hojata he.So hame forex me kabhi greed nehni karna chahie.
                         
                        • #312 Collapse

                          greed hr jaga py kisi b kaam mein nuqsaan dila skta ha. or forex mein to greed ek bohat hi zyada buri cheez ha kyu k jb b koi ye krta ha to wo apny senses sy out ho jata ha or zahir si baat ha k is surat mein usey loss hi hoga.
                          • #313 Collapse

                            My dear friends forex trading market main bohat se forex traders bohat greedy hote hain or forex main sirf greed ki waja se bohat loss karte hain. forex main greed sab se bad dushman ha. ic liye greed nai karna chahiye.
                            • #314 Collapse

                              yar hum ko forex trading ma trade karte waqut hum ko greedy nai hona chaye kue k greedy kue k jo log greed karte hai wo hi loss bi karte hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                forex business main jo freedy traders hoty hain waqti tor par un ko profit to ho jata hay lake n overall wo hamesha loss he kartay hain. is lye lalach se bachna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X