Dear members hum sabko pata hai ki mehnat kabhi zaya nahi jati aur jo mehnat karta hai Allah us ko zaroori kamyab karta hay koi bhi business isme bahut ziyada mehnat ki zaroorat hoti hai aur forex waise hi bahut ziyada critical business isko sikhne ke liye hi boht hi ziyada mehnat karni parti hai us ke baad jab ye business aa jata hai to hamin bilkul asaan lagta hai aise hi jaise gari chalane se pehle to bahut mushkil lagti hai lekin jab usay chalana seekh liya jata hay to phir koi musjkil nai aasan ho jata hai hame mehnat karni chahiye forex me kyunki mehnat kabhi zaya nahi jati..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим