Mehnat kabhi zaya nai jaati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kabhi zaya nai jaati
    Dear members hum sabko pata hai ki mehnat kabhi zaya nahi jati aur jo mehnat karta hai Allah us ko zaroori kamyab karta hay koi bhi business isme bahut ziyada mehnat ki zaroorat hoti hai aur forex waise hi bahut ziyada critical business isko sikhne ke liye hi boht hi ziyada mehnat karni parti hai us ke baad jab ye business aa jata hai to hamin bilkul asaan lagta hai aise hi jaise gari chalane se pehle to bahut mushkil lagti hai lekin jab usay chalana seekh liya jata hay to phir koi musjkil nai aasan ho jata hai hame mehnat karni chahiye forex me kyunki mehnat kabhi zaya nahi jati..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki bt tk ha ky hm sb ko mahnt krni chahey or ager hm sb mahnt he ni kray gy to hm kamyabi hasil ni kr paey gy or hm sb janti be mahnt key ky hamy otna he ous km ka hakk milata ha or hm jb be ksi km my mahnt ay or dil lagta kr km ko pora krty ha chahey wo gr ka ho ya business ka hamy loss ni hota is leay hr km be mahnt kaya bager ni hota or koei km zada aasan be ni hota or forex trading to hm krty ha to wo be hm mahnt sy he krty ha or mahnt sy hm sb ka bonus be boht acha hota ha
    • #3 Collapse

      G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum zayada say zayada mehnat kary or phr hi humy kuch hasil hota ha ha agr hum mehnat karty han toh hum bohat sa agy ja sakhty ha mehnat ak aisi cheez ha jo har insan karta ha mehnat kar k hi kuch hasil karta ha
      • #4 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna chaheya takaa hum ko achi earning ho sakta es leya hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda or ha hamare hard work kabhi waste nhi hote ha.............
        • #5 Collapse

          Yes of course forex trading main hamain pata hona chiay kay mehnat hamari kabhi zaia nahi jati.
          Ham jitna forex trading ko time daitay hain. Hamain utna zada profit hasil ho sakta hai.
          Hamain hard work kartay raina chiay.
          Hamain maximum trading opportunities ko follow karna chiay.
          Or har dafa normal c support or resistance area pe trading nahi karna chiay.
          • #6 Collapse

            apki baat sahi hay agar hum forex trading main ziada say ziada mehnat karen gay to es mehnat ka humay phal zaroor milta hay aur humay chahiye keh kabhi bhi mehnat say na katraye aur forex trading main hum jitni ziada mehnat karen gay utni achi earning kar sakty hay es business main ye acha business hay
            • #7 Collapse

              Forex business mein boht mehnat kerna perti hai,mehnat nahi krengy tu kamyabi bhi nahi milegi,mehnat insan ki waiste nahi hoti,forex trading mein iska phal zror milta hai.
              • #8 Collapse

                YES sir thats nature ke mahnet khabhi zaya nai jati mahnet ka phal ap ko zror mle ga is main ap ko kuch time zror lag jata hai lakin ap ko ismain kamyabi zror mil jati hai aur ak din ap kamyab ho jate hain same is hare is main ager ap mahnet karte hain ak din ap perfect trader ban jate hain
                • #9 Collapse

                  Ispat Mein Koi Burai nahi hai kya aapka minute kabhi bhi gaya Nahi Jati aur Zindagi Mein Kahin na kahin kaam zaroor Aati Hai aur Kaisi Jagah kaam Aati Hai Jahan aap Soch Bhi Nahi Sakte isliye kabhi bhi Meerut kare 2 phone se hai output na sochi caple Milega ho sakta hai aapko scuffle Milegi Na
                  • #10 Collapse

                    Yes U Right. Koi Bhi Kam Ho Ya Business Ho Firstly Tou Usey Ziada Hard Hamey Kuch Nai Lgta Phir Aik Din Ata Hy Ke Wo Kam Bilkul Dili Khusi Se Skoon Se Mazaey Se Krte Hain. Mehnat Bilkul Zaya Nai Hoti Zarrori Nai Ke Hamey Hamari Mehnat Ka Phal Profit Me Earning Me Chaiye Ho Skta Hy Ke Hum Jo Mehnat Krahey Hon Hamey Uska Against Skills, Experience, Knowledge Aur Bohat Kuch Milraha Ho.
                    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                    • #11 Collapse

                      Kuch pany k liye mehnat bahut zaroori hai. Forex trading bhi ager game ki tarah kiya jai. Aur ap samajhty hai k baghar mehnat k ap kamyab ho sakty hain ti galat hai. Forex mein kafi mehnat aur mushakat ker k experience gain hota hai. Tab ja k kuch kama sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kabhi zaya nai jaati

                        hum jab mahnet sy kam karty hain to hamy bonus be acha milta hain mahnet kabe be zaya nahi hote hum is mai investment be kar skaty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota yai east wast mai bohat taze sy phal cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kabhi zaya nai jaati

                          G Bhai ap ki bat bilkul right ha mehnat khbi b kisi ki b zaya nhi hoti Allah pak mehnat ka ajar sab ko deta ha par pak forex trading tora risk wala kam ha is me insan mehnat to karta ha kh I mehnat sy kam kia hoa zaya is trha hota ha ky pak forex trading me account bange ho jata ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kabhi zaya nai jaati

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                            Dear members hum sabko pata hai ki mehnat kabhi zaya nahi jati aur jo mehnat karta hai Allah us ko zaroori kamyab karta hay koi bhi business isme bahut ziyada mehnat ki zaroorat hoti hai aur forex waise hi bahut ziyada critical business isko sikhne ke liye hi boht hi ziyada mehnat karni parti hai us ke baad jab ye business aa jata hai to hamin bilkul asaan lagta hai aise hi jaise gari chalane se pehle to bahut mushkil lagti hai lekin jab usay chalana seekh liya jata hay to phir koi musjkil nai aasan ho jata hai hame mehnat karni chahiye forex me kyunki mehnat kabhi zaya nahi jati..
                            Yeh Bata ki bilkul theek hai Ke Main Kabhi Jaage Soye nahi jaldi isliye Hame hardworking Karke trading Karni chahiye Hame Ek na Ek Din success Jarur Milega Jis Se Hum Uske Dost Ban Jayenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kabhi zaya nai jaati

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                              Dear members hum sabko pata hai ki mehnat kabhi zaya nahi jati aur jo mehnat karta hai Allah us ko zaroori kamyab karta hay koi bhi business isme bahut ziyada mehnat ki zaroorat hoti hai aur forex waise hi bahut ziyada critical business isko sikhne ke liye hi boht hi ziyada mehnat karni parti hai us ke baad jab ye business aa jata hai to hamin bilkul asaan lagta hai aise hi jaise gari chalane se pehle to bahut mushkil lagti hai lekin jab usay chalana seekh liya jata hay to phir koi musjkil nai aasan ho jata hai hame mehnat karni chahiye forex me kyunki mehnat kabhi zaya nahi jati..
                              Yeh Bata ki bilkul theek hai Ke Main Kabhi Socha Nahi Janti isliye Hame heartbreaking Karke trading Karni chahiye Hame Ek na Ek Din success Jarur Milega Jis Se Hum acche dost Ban Jayenge
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X