Little learning is a degerous thing.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    humain is main km learning kar kay kam karna ho ga to humain loss km ho ga humain is main practice kar kay hard work kar kay market mian kam karna ho ga full learning karni ho gi
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Maximum traders forex ko thora sa learn krney key bad khud ko expert samjhna shuroo kr detay hain aur big risk lena shuroo kr detay hain jo keh wrong hota hy aur is tarah un ko kafi loss uthana par jata hy. Forex ko properly learn krna hy aur demo account main achi tarah practice key bad forex ko join krna chaheye.
      • #588 Collapse

        Aap ney trading ko properly learn krna hy aur demo account main maximum time dey kr practice krni hy. Aap ney forex trading key different aspects ko bhi study krna hy such as money management, risk management aur market analysis etc etc. Jo log small learning key bad khud ko expert samjhney lag jatey hain woh loss uthatey hain.
        • #589 Collapse

          Gee han agar ap just forex market main trading ki basics mean sell aur buy learn ker ky investment ker ky trade open ker lety hain tou ho sakta hai apki good luck ki waja sy apki koi aik trade profit main close ho saky but itny little knowledge sy ap kabhi bhi forex market main successful trader nehi ban sakty
          • #590 Collapse

            jee ha bhai sahi kaha ha ham kha sakty ha kay little learning say hamay los bhi ho sakta ha qk forex ma agar apnay learning krni ha to apko ziada achi tarh say krni chahiye qk forex say ham apnay dreams ko bhi pora kr sakty ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye takay apko forex ma kasi bhi qisam ka loss nai ho
            • #591 Collapse

              Forex main kam krny k liye traders k pas kafi ziada learn krna chaye us k baad he real account main trade kr k profit bna skta hai thori learning sy ziada fauda nahi hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #592 Collapse

                aap ki baat sahi hai k little learning bohat dangerous hai agar aap koi bhi strategy seekhte hain to us ko poori tarah samajhain aor demo pe practice kare jab tak aap demo pe successful naa ho jaae us time tak aap real account main kaam naa kare aor jab real account aap kaam shuru kare to apni strategy se hat kar kuch naa kare sirf wo hi kare jo aap ne demo main kia ho phir hi aap real account main success hasil kar sake ge

                ziada strategies seekhne ki koshish naa kare sirr 1 y 2 strategies seekhian aor us ko practice kare
                • #593 Collapse

                  G bhaibap ke bat thrk hai jab aik business hum na karna hai us ka irada hai tab hamin just use par foucs dana chahiya us ka ilwa hamin or koe kam ni karna chahiya hum jitna ziyda ho saka us mein intrest lain us ko sekhain jab ap us ko sekh jain ga intrest lain ga tab ap ose business sa life time earning karin ga .
                  • #594 Collapse

                    Dear agar ap ne earning properly karni hy tu ap ko phr leanring b osii hisaab se karni ho gii forex kabi b ap ko ayse he fadia nhn de skti es liye ap ko smjhna ho ga ta k ap ko kabii b loss face na karna pare bal k ap acha earn kar lo...
                    • #595 Collapse

                      Loss bisness my hota rehta hy hamy is ko leave nai kr a chiya ya bhot hi bri bewakofi hoti hy kio k is my han bhot taime dy choky hoty hy to ham ko phr apna who taime waste nai krna chiya hamy is my mhnat krna chiya is ko chor k bhagna nai chiya
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"
                      • #596 Collapse

                        Jin kay pass forex market ki kam learning hai. tou wo forex market mai kamyabi nahi ho sakti. es lye jo bhe forex market mai trade krna hai gtou pehly forex market ki complete learning hasil kray. es kay bad es market mai trade shoro kray tou forex market mai kamyabi ho gy.
                        • #597 Collapse

                          Little learning se hume buhat kuch sekhny ko milta hai jo k hum sub k liey buaht perfect hai so hume iss se faida lenay k liey hume buhat zarorat huni chahiey jo k buaht zarori hai so hume forex ko sekhna chahiey
                          • #598 Collapse

                            ya offcourse agar ap ki forex main learning zyada nahi hogi to zahir si baat ha ke jab ap real account par trade karenge
                            to ap ki learning na hone ki waja se ap ko sirf loss hi hoga ap ko profit earn karne ke lie learning lazmi karni paregi.
                            • #599 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Posting002 پيغام ديکھيے
                              Little learning se hume buhat kuch sekhny ko milta hai jo k hum sub k liey buaht perfect hai so hume iss se faida lenay k liey hume buhat zarorat huni chahiey jo k buaht zarori hai so hume forex ko sekhna chahiey
                              ge han bhai little learning se trading mein faida hasil nhe hota he trader ko lazme hota he keh woh apne trading mein perfect trading krein aur trader apne trading mein mhnt kre aur trader apne trading market ke sahih methods ko smjhe aur apne trading mein proper learning krne ke bad apne trading se acha profit hasil kre
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                yeh ziada tar hota hai ke Forex trading mai kam start karny walay ziada tar new traders thori bohot learning ko he kafi samhaj kar forex trading start kar daite hain aur apny app ko trading ka expert samjhnay lag jatay hain jis ke waja say in ko trading kay doran loss ho jata ha .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X