Little learning is a degerous thing.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    yes , bht achi baat ki hai aapne, jo chez aap seekh rhay hain usko aadha adhura nhi chorna chahay hai r usko cmplete krna chahya hai, ismai aik masla ye aajata hai k aap ne half chez seekhi hai jiskay basics pta hain aapko bt techniques nhi to is sb ka faida nhi hai phir
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      bhai agar little earning continuously hoti rahy tu ye ap keley best hy loss se behtar hy ke kam earning ho but roz hoti rahy achy aur experience traders isi bat pe focus karty hy ke beshak bohat zada earning na ho but continuously hoti rahy..
      • #558 Collapse

        bat ap ki theek h tuky s profit to ksi ko bhi mil jata h lakin long term me agr ap ko kamyabi chahiy to us k liy ap ko bohat achi knowledge chahiy forex trading ki taky ap ki earning consistent rhy
        • #559 Collapse

          g borther app ke baat theek hai ke thora knowledge , kafi nuqsanday hota hai forex mai . try karin kaay as a trader trade karny say pehly achi trah market ko aur news ko study kar ke apni understanding develop karin jitna b possiable ho saky utna acha hai
          • #560 Collapse

            han thori learning na krna ha is business main kam krna ha to is main mhnt kkr kay apni learning ko best krk ay trading krna pry ga aor phir apni trading main acha result mil sky ga aor loss na ho ga
            • #561 Collapse

              jee haan dear hamain apni learning ko musalsal rakhnaa hotaa hai q k agar aisaa naa kiyaa jaaye tou phir hamain bhi forex aisi lagygi jesi aik new comer k liye hoti hai
              • #562 Collapse

                yes my dear friend ap ne bilkul sai kaha khali know how se kam nai chalega agr trading krni hai daily basis pe knowledge leni paregi ta k trading mai kamiyab ho sken
                • #563 Collapse

                  G han little learning bohat he zaida dangerous hai , kiw ke yeh business jis qadar profitable hai utna he risky hai , is business mein zara si mistake aap ko huge loss dy sakti hai , is leye loss se buchne k leye makamal knowledge or experience gain kerna bohat lazmi hai .
                  • #564 Collapse

                    Forex ek aesa business ma thori se learning bht zaida nuqsan dai skti hai is lia bhat zrori hai k ap forex ko phly achi trha smjhai usko learn kray then apni strategies ko demo account p apply kray t k apko real ma loss na ho jai
                    • #565 Collapse

                      haan isko hi agar urdu main kahun to ye hay kay neez hakeem khatra e jaan to wahi baat ho gai agar akaam knowledge hay to profit nahi hoga or loss jaan ko aja ega to isi liye kahunga kay bhaiyon plz apni learning power stronng karein jitni achai pakilearning power hogi utna hi acha ap sekh sakein gay
                      • #566 Collapse

                        exactly, i do agree with the point, km learning aapko nuksaan daiti hai, isi lie bday ko chahya hai k mukamal trh se knowledge r topic k end tk information gain kry, warna aap kisi aisay point pay ajatay ho jiska aapko pta hoty way bhi hall nhi pta hota to phir aap se condition control ni hoti
                         
                        • #567 Collapse

                          Jis tara eilam na hona jahlat kahlta hay eisy tara eilam ka sahi na hona be jahlat ky zumry main ata hy, Ur forex trading business main tuka shka nahy chalta bulky trading ka sahi eilam hona zarori hota hay.
                          • #568 Collapse

                            Asalam o Alikum
                            Han G Ma ap ke bat say agree hu ya to hard and tuff business hi is ma jab aap dil say kam karo gy ap ko asa lagy ga mary sath b start ma asa he hoa mujy b hard lag rha tha mujy abi asan lagta hi
                            • #569 Collapse

                              yes dear am agree with yuuu forex trading is much rough and tough.many ups and downs occurs which ever can cs of profit or loss .we shldnt be proud that we sudden make a godd profit and now we r gud traders..every moment in mrket can chnge our ratio of profit and loss.so we have to work more and more smrtly aftermaking gud profit
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Dear yeh wo field hai jis main ap ko complete learning kerni hai kiyun ke yeh field kafi steps per depend hai jin per ap implement kerke kafi earning ker sakte hai or ap ne pehle complete seekhna hai phir ap kafi achchi trading ker sakte hai confidently always

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X