Little learning is a degerous thing.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    g bilkul little learning jo hai wo bohat dangerious hai and agerr app k pas foprex k baree main kam knowledge ho ga toua pp k loss k chbacess is main zayda hee hon gee tab hee success hai app k lai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      g bilkul g main ap ki batsygaree kart hun is lia mn khta hun ky hm ko is kam ky lia hm kio aik plan bna chayia hm ko thori thori learning karna bht hi faida mnd hai hmary lia
      • #408 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha is business ko hmen kabhi bhi kam learning k sath start nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi learning bht zyada zarori hoti ha success hony k liye or rich bny k liyee
        • #409 Collapse

          little learning is dangerous thing and mein satisfied hon kiyon kay yeh aik worldwide business ha is mein tu earn krny ki bhi koi limit nahi hay isi liye mein kisi aur business ko prefer nahi karta hon sirf apna dhiyan forex par rakhta hay aur mein is say bhot ziyada profit make kar leta hon yeh aik lifetime business hay aur great business hay sab kay liye .
          • #410 Collapse

            little learning say profit made krna mushkil he and forex ko start kar kay ap bhi forex say profit make kar saktay hay sirf ap kay pass knowledge hona chayie agr ap kay pass experience nah hoga tu ap bhi earning nhi kr sko gy isi liye mein kehta hon kay ap learn karo takay ap bhi money make kar sako .
            • #411 Collapse

              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, kisi bhi business aur field mein little learning aur information aur knowledge humesha hamaray leay dangerous hoti hai, iss leay humein chaheay kay kay hum proper way mein study, learning, practice aur understanding kay saath working karain...
              • #412 Collapse

                yes right ham ko complete learning krni chahey or jab tk ham complete learning nai krly to ham ko is man work nai krna chahey kyun k agr ham aisa kary gay to ham ko loss hi hoga or ham kuch bi nai krsaky gay.
                • #413 Collapse

                  g bilcul agar learnig kam ho gi to wo dangerous ho gi aur kisy bhi chez kaliay ap ko proper learning honi chaiy .
                  • #414 Collapse

                    ye is liye dangrous nahi hai k is ko ap ney sekha hai balkey isliye hai k ap ney kam sekha hai aur is main to loss zarur maujood hoga.
                    • #415 Collapse

                      brother aap ki baat sy main agree krta hun k kam knowldge forex trading main intehai khatarnak hy jo forex main aap k loss ka sabab ban sakta hy aur kabi b is baat pr fakhir na krain k aap ko forex k bary main bahut information hy kiou k insan sari zindagi learning krta rehta hy aur nai nai information us ko milti rehti hain agar us ko justajoo ho to
                      • #416 Collapse

                        i agree dear forex risky business hai forex market daily new challenges hamare samne lati hai jin se muqabla karnay k liye little knowledge ur skills dangerous hai .serf achi skills ur zyada knowledge he se forex ma continuously earning ke ja sakti hai...
                        • #417 Collapse

                          Forex treading k bare ma samjna boht zarori hai jab hum iss ko acchi se samj jaye gy to humare liye boht faida ho ga hum treadind se boht ziada earning kar sakte hein ,
                          • #418 Collapse

                            bilkul theek kah rahy ho ap forex mai little learning boht nuqsan de hai kiyon ke forex mai agar kamyab hona hai to zarori hai keh insan mukamal learning kary forex kay bary mai agar forex mai thori learning karo ge to kuch nai pa sako ge or ik bary loss ka samna karna parh sakta hai.
                            • #419 Collapse

                              Yes, I m agree with you that little learning is dangrous thing. Humen learning complete karne k bad trading start karni chaye warna low knowledge ki waja se humara loss ho sakta hai. Learning is very necessary thing forex trading. Without learning we can't earn good profit
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Forex tarding main to aap jitna bhi learn kar lo woh bhi kam lagta hai magar kuchh log kuchh dinon ki practice ke baad hi khud ko bohat barra trader samjhnay lagtay hain jo keh overconfidence main baat aa jati hai aur wo loss kar letay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X