Little learning is a degerous thing.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    yes forex trade main little learning ka sath trade karna dengerous ho sakta hain kam learning ka sath hum forex main expert nahi ho sakte hain hum market ko achi trah sa samj nahi sakte hain is waja sa little learning sa hum ko forex main bohat loos ho sakta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      g bilkul aap nay sahi kaha little information ya knowledge apky liye bhoot zayda khatenak hoo sakti balkay aap ko is lost bi hoo sakta hai pllzz phalay ap sari information lay loo phr trading krow.
      • #393 Collapse

        to avoid loss and for getting success we can get knowledge about forex from different sites it is becoming popular among the people very fast people use this for solving their problems in different fields of life and we can get knowledge from demo account also.
        • #394 Collapse

          g han bhai jan forex trading business me hamen jitni ziyada hosaky utni ziyada learning karni chaiye q k is business me hamen learning ki waja se kamiyabi milti h.
          • #395 Collapse

            learning is the key of the sucessss without the making the learning we can not make the sucessss in the forex busiensss learn the more then earn the more from the forex busiensss...demo acccount is the best way to making the good earning in the forex real acccount..little knowledge alsomake the very dangrouse in the forex busienssss so we should eb learn the complety in the forex bsuienssss
            • #396 Collapse

              little learning khtrnak hy aur without experience profit made karna difficult hota hay forex say aap bahot achi earning kar saktay hay mein bhi aap sab ko yahe suggest karon ga kay aap forex ko learn karay without knowledge or experience profit made karna difficult hota hay aur is forex mein profit made karnay mein koi limit nahi hoti hay mein forex ko bahot pasnd krta hun.
              • #397 Collapse

                g hai ap nai theak kaha hai forex business ma little learning bohet hi dengious hai forex business ma jb tak proper knowledge nahi ho ga tb tak koe profit ka suchay bhi na kiu y business y koch es tra ka hai.
                • #398 Collapse

                  bhai jee ... baat to theek hai ... mager ... iss kaam main app lilttle learning se bhi kuch na kuch hasil he ker skte ho ... khone walibaat nahi hai ... lekin ..... haaan yeh zaror hai kay app kro kuch bhi na ... aur bht ziada kamane kay bare main socho ... to zahir hai app apne sath nainsaafi he kro gye
                  • #399 Collapse

                    dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex market bohat rough and tough hy is mein jab tak ap k pas proper knowledge aur experience nhi hoga tab tak ap profit earn nhi kar sakty
                    • #400 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me kabhi bhi little learning k sath is business ko nahi karna chahye is business me hm success tb hi hasil kar sakty hain jb hmary pass is business ki proper learning hoti haa
                      • #401 Collapse

                        ha forex mai tu apko kafi zeayda earning k leye us se double leanrin gkarni parit hai pher he e s mai ap kamyba ho patya hai nae tu ye ap ko loss be kar wa sakta hai
                        • #402 Collapse

                          thora sa seekh kar ap ye nai keh sakty k ap sb kuch seekh gai hai kiyun k sometimes aisa hota hai k shuru main tu ap ko profit hota hai tu hum samajhty hai k hum trading seekh gay hai lekin aisa nai hota.
                          • #403 Collapse

                            Forex me aap ko jitna zyada ho saky lean karna cahye kyoun na k yahi way hota hy achi earning k lye agr aap ka forex knowlage week hy to aap ko pehly achy se apni mistakes ko dekhna cahye tab phir aap ko forex markit me inter hona cahye.
                            • #404 Collapse

                              Yes dear men ap ki bat se agree kerta hon forex market ko under stand kerna asan kam nhi hai,is k liey ap ka pas experience ka hona zroori hota hai, jab ap k pas experience ho ga tu ap zad achi trading ker skaty hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                little learning nahi karo ziyada karo aur confidence aur experience dono bahot needed hoti hay aap forex say unlimited money made kar saktay hay yeh aik bahot acha business hay aap ko chayie kay forex ko achi tarha say learn karay takay aap ka knowledge increase ho mein chata hon kay forex mein aap sab aik achay trader ban jay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X