Why we lose when trade as recomendation of Forex analytic ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    all of us shed we industry because suggestion associated with foreign exchange evaluation. foreign exchange is really a worldwide company and incredibly simple. he is able to get rid of avarice simply because avarice finish balance. and so i for some period industry since the foreign exchange evaluation.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee janba isa hy ekey apa ko is kamam ey sirf itna hee karna hey key apa ko is kamam ey apney forex key ananlys karney hogey yaani apa ko is kaam ka faida bi utna hee hoga
      • #33 Collapse

        forex analytic ka tu mje nahe pata g kyun k mein new hun yahan par aur demo account use kr rha hun jis se hum achey se gain karsktey hain aur earning bhi karsktey hain
        • #34 Collapse

          As forex trading is too risky and when we have good market skills then we can make good profit in the market. Always respect the market trend in order to become successful.
          • #35 Collapse

            kiun k baaz okaat hum forex ko miss understand krte hain or ghlat analysis krte hain tab hum khud ko loss ki trf le kr jate hain or loss khatay hain
            • #36 Collapse

              meray khyal sa ap ko best analytic ko search karna ho ga tb ap eaily un pa depend kar sakty hai best hai ap ko apni analysis sa trade kar ka achi skills lani chye tb he ap ya business long life time kar sakty
              :cool::cool::cool:
              • #37 Collapse

                yahi to karobar ka bunyadi asool ha k har bar munafa nahi hota kai bar aap ko sub kuch theek honay k bawjod loss ho jata isi ko to taqdeer kahtay hain
                • #38 Collapse

                  Aisa aksar dekhnay main aaya hai kay hum apni bohat hi tough trading strategy kartay huye jab bhi is business main trade ko open kartay hain to bijaye humain profit honay kay ulta loss hi hone lagta hai. Kyun kay achanak say hi market main koi fundamental news aajati hai aur phir trade reverse side per chalne lagti hai. Is liye humain humain koshish karnhi chahiye kay thoray pips per take profit lain aur apni investment ko loss honay say bacha saken.
                  • #39 Collapse

                    dear kabi kabi market ki trend ko samjhna bohat muskil ho jata hai jab tak ap market ko theak se analysis na kar le kabi bi forex market mai trade place na kare kun ke phir ap risk le ge market first sahi se samjhe then market mai apna order place kare ..........
                    • #40 Collapse

                      forex kko hum samjte nahi hai aur usko bina follow kiye hi trading karne lag jate hai aur khud over confidence ho jate hai ya greedy mind bana letay hai lekin in sab cheezo se hame loss hi hota hai
                      • #41 Collapse

                        Every person can make wrong decision,some time experts expects something more from the market but the market is suddenly reverse rather than the according to the prediction of experts.Every person can make mistake in hurry and every person make some time wrong decision.
                        • #42 Collapse

                          dear friends hamain khud sy analysis karna chahiey wo he best hota hai jab banda kisi ka analysis dekhta hai tu koi pata nhi hota hai k aap ko loss ho ya profit
                          sh shah
                          • #43 Collapse

                            dear mare khyal se to hamain market main tab he loss hota hai kyu k hum market ko sai se judge he nai karty hain and just tukka laga kar us main trade kar daty hain jab k aisa nai karna chaye...
                            • #44 Collapse

                              Why we lose when trade as recomendation of Forex analytic ?well, i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne pochahw hai mujhe us ke bare mein knowledge nahin he, well it is so helful for new comers, ese thraed diya karen take bakiyun ke posts se ham new comers ko knowledge mile :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear forex ek bohat ziyada risky business hai aur market bohat ziyada volatile hai is liye is mein kuch bhi 100% nahi hota,is liye apko chahiye ke ap money management aur risk management ko apne sath rakhenge to apko is mein kaafi faida hosakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X