Why we lose when trade as recomendation of Forex analytic ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Humery pasd experience boht kum hy ye aik international market hy our hum demo pay bilkul bhe practice nahe kerty hain jes ki waja say humean loss zeada our profit kum hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear forex market ka kch pata ni hota kisi b time profit aur kisi b time loss ho skta hy rp ko smjhna chahiye k ap ne acha kam krna hy....
      • #63 Collapse

        nhi bhai jan forex trading se agr ap ko bht zada earning krni hai to apko is k liay bht bra raisk b lena hoga kiun k business mn risk liay bagaair koi b kamyaab nhi hota hai
        • #64 Collapse

          bhai jan yeh baat krna bohat asan ha kah hum forex trading sa rich ho skte hain thats true app ho skte ho magar hum log kuch bataoun ko ignore kr dete hain jese kah rich hone ka leya ya successful hone ka leya humein mahnat bhi krne hoti ha and woh asan nhi hote ha.
          • #65 Collapse

            In my thinking that we are work he market with the fully analysis. So that there are some gaps. So that we are face the loss.
            • #66 Collapse

              i think hamy just others k analysis ko smjhna chaye na k khud py lgana chaye but khud k analysis ko bna kar trade krni chaye is sy hamy mazid achieve hoga and agr ham dosron ki analysis base py work kry gy to hamy kuch smjh bojh nahi mily gi so this is ham loss krty hai..
              • #67 Collapse

                Yes sister yoau are right we can be a good and successful trader if we follow these two learning steps, demo trade and real trade, we also need to gain more knowledge about forex.. We just have to give time to forex..
                • #68 Collapse

                  kaabi kabi aisa b hota hai k analyzrer ghalat preduction ker baiathatay hian jis k waja say hum un ko follow kernain say sab kuch loose ker jatay hain.
                  • #69 Collapse

                    brother kisi bhee chez ka future Alalh ke ilawa koi nhi janta jo koi bhee apko koi hint ya tip deta hai wo uske just analysis hoty hain jo ke grong bhee ho sakty hain orr aksar ho bhee jaty hain iss liye unko asy nhi smjna chahiye ke apko aik signal mila to wo pakka hit ho jay ga wo loss mn bhee close ho sakta hai
                    • #70 Collapse

                      janeb e aalil har kisi kay khud he say he analysis karn ahchaiyewo he ahc hota hai jb banda kisi ka analysis daikhta hai to koi pat anahen hota ahi kay aap ko loss ho ya profit or kisi ka analysis aap ko ky apata theek hai ya ghalat ye to ba dmein he pat achalta hai.
                      • #71 Collapse

                        jab b hum kam karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga analysis kar kay practice kar kay hard work kar kay market mian kam karna ho ga ta kay humain loss km ho saky
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #72 Collapse

                          forex trading mien agar ap is mien proper money management ke stah is mien trading nahi karenge to is mien ap phir kabhi bhi kamiyab nahi hosakte is liye is mein ap mehnat karte rahen.
                          • #73 Collapse

                            market ko analysis karny k bad b loss ka hona es waja se ho sakta hay k hamari complete learning nahi howi hoti hay or hamy or b zeyda learning ki zarorat hoti hay
                            • #74 Collapse

                              Market analysis ko samjhna buhat zarori hota hy aur is sey aap trend key kafi nazdeek puhanch saktey hain. Is kye sath sath aap ko khud bhi judge krna hy keh market ki movement kia hy. Yeh predictions 100% correct nahi hoti. Is leye hamain muhtat ho kr lots lagani hain aur analysis key bad khud bhi judgement krni hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Forex trading key leye jo bhi indicators ya charts hotey hain woh just help key leye hotey hain aur is sey hum yeh predict kartey hain keh forex market kahan tak move kr sakti hy. Yeh kabhi bhi 100% correct predictions nahi hoti aur hamain in key sath sath khud bhi market ko judge krna chaheye aur phir kam start krna chaheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X