Is forex hurmful for the young of a country ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Dear forex ak business ha es main har ko trading kar skta ha aur wo b kisi b time aur kisi b jaga beth k es main trading karny sy hm apny halat ko badal sktay hain aur yh ak bohat help ful business ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      I think Forex is a better business but if all the young begin Forex trading and leave their general education then what happened to that country. So i hope if the young come here they must go on with
      • #168 Collapse

        Forex trading ak best online business hai and i think k ye kisi be country k lie harmful ni hai but jo log is ko learn kie bgair start kertay hain aur jo log is business main greed kertay hain un k lie ye harmful ho sekta hai.
        • #169 Collapse

          Forex business is not a harmful. I am day that we are join the Forex with the proper plan and then we ate able to perform the good and earn the money regular
          • #170 Collapse

            forex ek acha harmful business ha isme hum ghr beth k easily pese kama sakty hn aur withdraw bhi kar sakty hn bt isko sekh k karny se loss k chancess kam hoty hn mostly candles ki setting se kafi help milti ha markeet ko smajhny ki .
            • #171 Collapse

              dear forex trading business tab hi harmful hoga jab app is business ki basic knowledge se nawaqif hon gay aur app ke pass forex trading business ka experience nahen hoga aur is ke ilawa to is main koinqsan wali bata nehn hai
              • #172 Collapse

                Forex trading main kaam karnay walon say mulki maeeshat mustahkum hoati hay is say mulk ko koe nuksan nhe hoata hay balkeh fiada hoata hay
                • #173 Collapse

                  asslamu allikum wa rehmatllahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex fourm members bhai sahib ne boht acha keha main to is se agree hon bahi ne boht khob keha hai to meray bhai waqai yeh kam country kay young logo kay liy boht acha hai aur young log is ko boht purjosh ho kr kr rhay hain.
                  • #174 Collapse

                    g nhi ye ksis k leye bhe harm full nhi hia kue k is per her tiem kama huta hai is leye is ko he rkoi ker skata hai,aur ye bhut he bets kama hai,.
                    • #175 Collapse

                      g nhi bhai forex aaek karooobar hua,.,.ju k puri dunia ker rhai huty hai wo be online he,,is leye forex bhut he ahc kama hi,,.ju k he rkoi asaanis e ker skahta hai.,
                      • #176 Collapse

                        apki yh baat kafi theek be he ke agar young genration forex me kaam kare gi toh woh misgude be ho skati he kiu ke isme earning itni fast ho rahi hoti he ke [hr samjte hen ke par ke kia karna he ham yahan se hi itni achi earning kar sakte hen aese me kafi nuqsaan ho ga so forex 18 plus ke lie ho
                        • #177 Collapse

                          forex main nojowan nasal bohat kam kar rahe hain jo log free rahtey hain un k liy ye kam bohat he best hi earning k liye
                          • #178 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum ye bhai jan ap ney bohat thek bat ki hey key forex trading me ager sabhi log aa gay to baqi kam aur business kon karey ga aur ye koi itna asan kam nahi hey jis ko sabhi kar saken bal key ye aik bohat he mushkil kam hey.
                            • #179 Collapse

                              i think kai pakistan yani hamari country kai lia yah forex koi harmfull nai hai is main un ki earning hi hootu hai but is say un ki studdy mai rukawat nai balkay un ki income ki resource ban jaati hai jis sa woo apni parhaii ki fees kar saktay hain.main khud bi parhai kar rha hoo or job bi karta hoon orr us ka sath sath is forex main trading bi kar raha hu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Ye business students ke leye bohat acha wo es ko part time use kareen leken first apny education par zaida time Den ye kaam kareen nahi gaye ga aap ke education ke age ghuzar gay ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X