Wait until the time come.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    ap nei trade open krny ka bohat hi ek acha mashwara diya ha k jb tq apko right time nhi mil jaye trade open nhi krna chahiye kyu k aisa krny se loss b ho skta ha or zyada tr traders phir aisa kahty hn k market un k opposite jaa rhi ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      forex main kaam kartay howay daily market ku watch karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay aap k liye best ho ga aur es main mind se trading karay thankful for question
       
      • #183 Collapse

        g ap ny bilkul thek kaha pr main kch or kahta hn bhai mery hmain sahi time ka intezaar krna chaiyay jis ki wja sy hm aagy bahtrri ki taraf ja skain or ham log ziada sy ziada faida ly skain
         
        • #184 Collapse

          forex main kaam kartay howay daily forex ke market ku watch karay aur kosis karay es main kaam kartay howay greedy na karay aap k liye best ho ga aur es main mind se trading karay
           
          • #185 Collapse

            Forex trading mai traders ko apna temprament berkarar rakhna chahye or unko market ke movent ke hisab sai wait be kerna chahye or sahi time per apply be ker daina chahye
            • #186 Collapse

              yap forex main aik acha trader trade open kernay say phelay technical analysis kerta hy our fundamental analysis ker k he market main enter hota hy our kisi bhe high impact news say phelay market say exit ker jta hy
              • #187 Collapse

                ji bilkul humein wait krna chayein market ko dekhna chayein is ko samjhna chayein aur phr is par kaam start krna cahyein is tarha humein kamiyabi hasil ho jaye gi is kaam mein lehaza pehly w8 krey is kam mein phr udham krey is kaam mein ;)
                 
                • #188 Collapse

                  market her trader ku time daita hai k wu trade karay chahay wu new trader hu ya old trader up and down donu hi aatay hain market man ager ap sell man interested hu tu apni choice say trade ker sakty hu.
                  • #189 Collapse

                    gee haan bhai ap ke bat sahih he keh trader ko experience ho market ko analyze krne ka aur trading ke jo news ate hein un ko ache trah se watch kia kre aur news se update ho kr apne trading kia kre aur stop loss aur take profit apne trading mein lazme lagana hota he
                    • #190 Collapse

                      jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain Forex trading k iss business main kaam kartay huye hamen sahi waqt ka intezaar karna chahyie jald bazi nahin karni chahyie kynk jab hum jald bazi main faisla kartay hain tou hamen nuqsaan he hotaa hae
                       
                      • #191 Collapse

                        Forex trading main wohi kamyab hota hy jo timely decision leta hy aur market key trend ko dekh kar trades lagata hy. Jo log baghair sochey samjhey market main enter ho jatey hain, unhain market buhat jald out kr deti hy. Hum ney market main soch samjh kar enter hona hy takeh out hotey hotey hum aik acha profit bana sakain.
                        • #192 Collapse

                          Bhai jee app nay bilkul teek kaha hai hum ko achy time ka wait karna chaiyeh k kab koi trade bany or hun lagain zabardasti koi b trade lagana hatrey say haki nahi hota kafi risk wala kaam hota
                          • #193 Collapse

                            yes ofcourse huem market rates ek acordinh khe movment krne chaye or apne kam ko spend krna chyae ta kae huem eonoimic rates ko smjh kae ache tarhs e profit ko gain kr sake or acha kam krna kae ability ho skae market ke awarnse ka hoan bhot zrore hae tbhae hum asane ke sath kam kr sakte hae
                            • #194 Collapse

                              Market analysis ko samjhain aur is key mutabiq trading krain. Market key trend ko samjhney key leye trend ko samjhna zarori hota hy aur is key leye forex ko learn krna chaheye. Indicators, signals aur charts ki help sey aap market key trend ko samjh saktey hain. Learning key bad aik strategy banayen aur phir us ke mutabiq trading krain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                yes dear ap na jo bat ke ha ka sub sa phla kam to yeh ha ka knolwdege hasil kr ln and then es knolwedge ko acha sa apply krn and krta chila jayn dear es hd tk la jayn ka marekt ka ander ap ko es ka regra da kar experience krn and then jub ap ka pora jism es ka hisab sa train ho jay to then ap khul ka trading krna start kr dn and phr earning ka khob mza ln

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X