Practice kbi na choren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice kbi na choren
    Practice se ghaltion ko control kia ja skta hai koun practice se ap ke andar perfection ati hai aur loss per kafi had tak qaboo piya ja skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ke Kehne ka matlab yeh hai ke aap market Se Kabhi Bhi untouch Na Ho agar aap market ke behaviour ko Dekhte rahenge to aapko market ke baare mein analysis Hota rahega
    • #3 Collapse

      forex business totally practice par hi depend karta hey aur hum is business mein jitni ziada practice kartey hein aur knowledge and experienceh asil kartey hein hum is mein utna hi ziada achi trha se succesful ho saktey hain aur achi money earn kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        hanji bhai jan ap ki bat bohut thek hai practice he tu ham forex makreet mai har tara ka expeirnce daiti hai iss leay ham ko ziada say ziada practice kar k iss mai kam karna chahieay ager app practice karni chaheay phir he forex makreet ko ziada say ziada samjh sakin gay kun k ye markeet bohut ziada bari hai aur is mai boht ziada knowlege ki zrorat hoti hai.
        • #5 Collapse

          dear bro practice forex trading main bahut ziada zarory hy even ager ap forex trading seekh bh jain tub bh ap ko practice sath sath jary rakhny chay ,expert trader jamesha practice kerty rehty hn keon ke forex trading aik aisa profession hy jis main learning whole life hi chalty rehty hy
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of practices karna start karda to per hamara leya best raha ga laken ager hum practices nhi karta ha to per hum ko achi profit nhi hoga esleya profit is more necessary for our profit so practices every time for good profit .............
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading ma ap kbi b practice ko na choray kiun k practice krny sy ap apni galtio pr control krny lgty hy or Jesy Jesy ap practice krty rhety hy wisy wisy bilkul galtia krna ap khtm kr dyty hy kiun k practice krny sy ap k experincee ma b azfa ho jta hy es ly loss hony ka swal he ni paida hota
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein demo account par practice zaroori hy demo account par practice kartay hi rehna cahaiye kiok practice se hum forex trading business ka acha experience hasil kar saktay han aur practice se real account ki trading mein koi strategy bana saktay han js se real account mein practice kar k profit earn kar saktay han aur demo account ki practice se hum buht si mistake ko cover kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Dear ap bilkul thk kah rahy han humy practice karty rahna chaya is say humy bohat si galtyo ka samna karna parta ha prictice b hamari life ma zarori ha is say humy bohat kuch pata chalta ha
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ki bat theak practice trading k sath sath bahut zarori hay is sy hum apni mistakes ko cover kar sakty hain aor jo traders apni ghaltion ko cover karna janty hain wo kbhe trading mein nakam nai ho sakty demo practice sy hum apni strategy bana k usy check kar sakty hain check karny k bad agar strategy to real account py apply kiya jaye tab hi hum achi earning kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      eak baat apney mind main daal lein meri kay practice ko hamesha apni adat bana lein agar ap ney forex main successful hona hai to apko daily demo account main practice karna hogi aor ap lazmi kamyab hongein.
                      • #12 Collapse

                        Kse b kam m kamyabi hasil krne k lye us m practice ka hona lazmi he practice hme us kam m perfect banate he forex trading ko acha krne k lye practice krte rehna chaeye takay bussiness m ap aghay barh sakay or kamyabi hasil kr sake
                        • #13 Collapse

                          G bilkul sae kaha k practice sy e galtiyon ko improve kar sakhty ha forex main aagr hmasha k li rehna ha tuo practice ko nh chorna chasye thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Practice kbi na choren

                            forex trading main agar hum ziada say ziada practice karen gay to es trha humari trading bohat achi ho sakti hay es liye humay khoob mehant karni chahiye aur demo account par trading ki practice karni chahiye kyun keh seekh kar jab hum es business ko run karty hay to bohat achi earning kar sakty hay aur safe earning kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Practice kbi na choren

                              forex trading business mein hum ko kaamyaab hone k liye aur profit earn karne k liye mehnat zaroori hy aur mehnat kar k demo account par practice karni cahaiye aur practice se hum forex trading business ki learning aur experience hasil kar saktay han aur practice se hum trading mein jo bhi mistake kartay han us ko cover kar saktay han demo account par practice zaroori hy practice se kaamyaab trader ban saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X