Kya forex haraam haa
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Forex mein koch ways hein jp keh haram hein koch ways halal hein ap mazeed es ki info lain to ap ko clear ho jae ga haram kia hy halal kia hy mein to halal kehta hn es kam ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      forex trading aik online business hay bhai dunya chand per poohanch gaye hay or hum abbi tak yaheen phansay hooway hain kay kya haram hay or kya hallal hay..
      • #303 Collapse

        nae g forex haram nae hen kiwn k ap yaha pe apni mehnat karte hu tu ap ko pay milti hen i mean k ap kisi k sath dokha freb tu kar nae rahe forex haram nae hen is ki ik waja mein ap ko simple si bata hu no.1 ap mhenat karte hu no 2 ap apna time lagate hu forex pe ye katan b haram kam nae he
        • #304 Collapse

          Torki ka aik alim na kaha ha gis trade main nafa or noksan ha wo halal ha or forex trading main bhi nafa or noksan is leya forex trading bhi halal ha
          • #305 Collapse

            in the trading you have the profit and also the lose so i do not think so that is haram in the trading you can make the betterr way to make the progress that is in the form of that you have to collect the knowledfe about that.....
            • #306 Collapse

              bhi forex haranm nai hai balka gareeb logo ko ammer bna ta hai aur un ki madat karta hai aur is ma koi haram chesse nai
              • #307 Collapse

                nai dear bilkul haram ni hai hmy chahiyeh mehnat kry zaoda sy zaida tub e kamyabi milskti or forexbht e rosky kaam hai forex mein hmy chahiyeh k zaoda dy zaida mehnat kry tub e kamyabi milskti weasy bht e mushkil hai edr kamysbi
                • #308 Collapse

                  Nhi dear jha tk mujay is baray mai knowledge hai to mai apko btana chahoo ga k forex market mai trading krna bilkul b haram nhi hai Q k jis kam mai profit or loss dono ho wo business kbi haram nhi hota.Forex trading mai trader ko loss b kafi hota hai or profit b.or agr trader apni mehnat or knowledge ki base pr trading krta hai to yakeenan wo profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #309 Collapse

                    forex trade main hum ko apney mind say kam karteyhain or hum or business ki terha es main loss b hota hai or profit b hot haia ye halal hai
                    • #310 Collapse

                      my dear meri knowledge k mutabiq forex ek tijarat hai jis mein apni money invest krne k baad trading krte ho or jis business mein ap ki money invest ho woh business jaiz hai but mazeed tafseelat k liye mufti se contect kro
                      • #311 Collapse

                        Dear forex haraam hy ya halaal iss barey main main to Islamic point of view say to khuch nahe khe sagta hoon lekin itna janta hoon k iss main kafi mehnat k badd he khuch hasil hota hy so ye halaal hy our nuksaan bhe hota hy to sood wala chakar bhe nahe ata hy so work hard karein our Allah Py yakeen rakhein
                        • #312 Collapse

                          forex haraam nhe hein forex ko bhot se log haraam khant hein mger tyhen haraam nhe hein yhen halal;a buness hein gess mein hum munslmn earning karn senkte hein or apny gher ke kharchi chely senkte hein forex bhot achi zaren he gess se log pise kamn senkte hein.
                             
                          • #313 Collapse

                            forex haram nhi ha ku ka bhai ap is ma mehnat krte ha us mehnat ap kw bonus milta ha tw us pa ap trade krta ha ap jw posting krte wo ap ki mehnat hw ti ha us ka bd aik further process ap kw us bonus pa trade krni prti ha is kaam ma apki mehnat involve hwti hai
                               
                            • #314 Collapse

                              forex trading haram nae hey ye bhe aik busines kia tahan he ap risk ay kar apni invstment say trading kartay ho or ais may profit bhe hos akta hey ap ko or loss bhe ho sakta hey or ais may apna knowledge or experience use hot ahye or ye haram nahe hey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                nahi nahi bhai yh haraam nahi he dekhen jab ak new trader hota he usko loss kiu hota he kia usko trend ko find karna ata he or kia woh profit bana paata nahi na is lie jab ham ne mahnat ki hoti he or phr market ko learn karna hta he toh phr hi ham forex se earn karte hen istrah jo halal eanring he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X