Kya forex haraam haa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    No my dear.. It is not Haraam.. Forex is a good business.. we make purches of different things like Gold, Currencies etc when the rate or price of these things are low and we sale these things when the prices of these things get high.. and bay doing thins we earn money...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai jahan tak me janta hon mujhy nahi lagta k forex haram hai next mujhy nahi pata ku kay mene bohat se prof b dekhin hain k ye haram nahi or boht say suna hai k ye haram hai bohat cunfision hai kisi ki aik zuban nahi hai
      • #153 Collapse

        forex totally tor par haram nahin he yeh business world wide kab se chala araha he aur is ke bare men parhe likhe ulma ka yehi hukujm he ke is men koi harj nahin he aur jab ham dekhte hen ke yeh busienss kis tarah ka he to hamain khud yeh samajh ajata he ,han laikin kuch cheezen hen jo optional hen yahan woh haram bhi hen unhen chor diya ajye phir theek he..
        • #154 Collapse

          dear sir forex koi harak kam ya haram business nhe hai yeh aik halal business hai or jab hum koi or business karte hain who to halal hota hai or us me loss bhi humen hota hai forex bhi to usi tarha ka aik business hai jis me humen kafi mehnat karni parhti hai or pora month hum forum par posting karte hain posting krna koi asan kam to nhe hai or tab ja k humen bonus milta hai or hum us se trading karte hain...
          • #155 Collapse

            nehi aisa possible nehi hai forex trading mein ager ap islamic account use karay gay tu wo wo earing halal hai aur ap easily achi leanirng aur practice sa sachi skills lay sakty aur apni earning ko increase kar sakty
            • #156 Collapse

              nai sir ma to ya nai manta ho lakin sir ya to molvi hi bta sakta ha kay ya haram ha ya halal ha qk ham yah pay mehnat krtay ha to hi ham ak achi earning kr skatay ha or lakin pak forumn to ma yahi kaho ga kay halal ha qk ham wah say mehnat krtay ha to tab hi hamay bonus milta ha or ham uspay trading krtay ha
              • #157 Collapse

                G han dear mera mana yeh hai k har wo cheez jis mai profit and loss hota hai wo business kehlata hai or forex trading mai profit k sath sath loss b hota hai so mera apna view yeh hai k yeh haram nahi hai q k is mai hum koi galat kaam nahi kar rahey hain hum apni mehnaat kar k paise kama rahe hen
                • #158 Collapse

                  bilkul bhi nai forex bilkul bhi haram nai he aa kesey keh saktey hen kiun ke haraam kaam to wo hota hai jiss main aap koi mehnat na karen aur aap ko profit hota rahey hr wo kaam jiss main aap ko mehnat krni parey wo halal hota he aur issi tarah forex bhi halal hai main bhi iss forum pe kaam krta hun aur meri tarah hr musalmaan iss pr kaam kr sakta ha
                  • #159 Collapse

                    gee nahi janab forex haram nahi hai kun ke is main esi koi cheez nahi hai jo islam ke against ho or is main ap halal ki earning karte hai
                    • #160 Collapse

                      kuch log jo kay ye samjhtay hain kay forex trading hilal nai hai aur forex trading say ke gai earning haram hoti hai to main un say ye kehana chahta hon kay forex trading ak helal job hai q kay ye ak tejarat hai aur tejarat islam main hilal hoti hai forex trading ko ham haram nai keh saktay hain yaha bhe trader trading main hard work kartay hain aur earning kartay hain
                      • #161 Collapse

                        dear forex business is not illegal in Islam because this business is based upon facts and many other things like profit and loss and many other things are involve in it.you are not earning money on money.you are earning for trade in gold,silver and many other things..
                        • #162 Collapse

                          no dear forex aik trading buisness hai or trading islam mn halal ha.. yeh bht acha online buienss hain is mn ap mehnat kr k bht acha kama sktyy ho.. or agr ap acha kam kro gay zaida mehnat kro gy learning kro gy tu bht acha kam skty hain.. i like this buisness.. or mn is pay easily kam kr lati hun
                          • #163 Collapse

                            je nahi ye haram nahi ha q ke i p hum mhenat karte hain or humen faida hota ha use humen fiada hota ha is lye chahye ke hum mehnat se kaam karen
                             
                            • #164 Collapse

                              Bhai yeh sawal to bht sary logon nay kia hua hai forum k opr k kya Forex halal hai yeh haraam haa. Aur mera ni khayal k yhn kise nay b isko proof k sath jawab dia hai. But jahan tk mera khayal hai Forex mai mehnt krni prte hai to shyd yeh haraam ni hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Bhai agr apko trade karna hai is pr to apko is mein ziada say ziada trade karein aur acha trade karkay is mein ziada paisa kama saktay hai without kisi problem k aur achi trade karein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X